CHAPTER TWO: PRINCI KI SPEECH!!!!!!
Okay now let's continue where we stopped…
IN THE COLLEGE
ARJUN,RAGHAV: kya aap hai hairaan pareshaan???? Kya aapko is subh din parmili hai koe aise news jise sukar aap ho gaye ho shock…..kyunki shilpa aur aashi ke saath yahi hua hai……
Nimrit: kya uncle aur exercise unbelievable!!!
Shilpa: ha naaa….
Raghav: aacha mujhe ek baat bato ki agar uncle exercise karenge toh tera kya jayega???? Aacha hai na vajan ghatega
Aashi: idiot aisa na pichli baar bhi hua tha…..aur papa ne apni haddi todh di!!!!
All: what!!!!
Megha: phir problem ho sakti hai hai……
Suddenly from the speaker: requestind miss aishwaraya deshmuk to come to the principal's office….
Aashi: chalo main chalti hooo…
She goes to the principal's room
Principal: so student's I have called u all so that I can welcome the upcoming students in our college….
Aashi enters
Aashi: inhe kya ho gaya hai……kise baat kar rahe hai….. sir sir
Princi: oh miss aishwarya main speech tayaar kar raha tha….
Aashi: (oh god speech) sir aap speech kyun de rahe hai….means sir aapki aawaz kitni aachi hai…don't waste it na,…….
Princi: nono…..ulta main yeh dikhna chata hoon ki….meri awaaz meri iss age main bhi litni aachi hai….
Aashi: ohhh….sir waise na main sooch rahi thi…..kyun nah hum….bahar yani assembly hall main chairs lagwaye>>>>
Princi: why???
Aashi: ( taki agar aapki speech kisko boring lagi toh who soot oh sakta ha)in mind……sir agar aap aise karange toh sab ko lagega ki….hamara college kitna aacha hai…student's ko comfort level ka kitna dhayn rakhte hai…..
Natasha: best toh hum hai hi…..aishwarya!!!!
Aashi: ( aa gayi chudail)……pata hai koe nayee baat nahi hai….
Princi: yah I guess aishwarya is right…..we must put the chairs……
Aashi and natasha goes out…..
Shilpa: kya speech!!!! Oh no…..uska bashan bhi suna padehega
Aashi : ha na….jab bhi koe award jeeth kea ate hai…"speech"
Jab koe naya college main aata hai…." Speech"
Jab hum picnic par jaate hai ……………."speech"
Jab hum exams likhne jate hai……."speech"
Jab koe college se exit maar raha ho….." speech"
Nimrit: kyun hum itna dukh dard aur speech sahe……
Raghav: saare niyam toodh do niyam se chalne chood do…
They start dancing
Precap:shantanu' entry……
48