hey R.S
abh tum SORRY yaan THANX na bola karoo
hum jaisay nanhay munay, sonay clut, paray say bachoon ka heart break ho jata hai 😳
k
now
story was rapchick
totally bindaas
bolay tau aik dam mast
👏
sujal & kashish really seem to be made 4 each other
likin abh app ki story main bhi villain aa gaya
thats not good
😡
dil kar raha hai abhi hi us ka bharta bana doon ta k baad main koi prob create na karay
cont soon dear
lolz
ana
chalo Ana i wont say Sorry & thanx to u nanha bacha now happy?😊
& jab tum swayam ka bharta banane jao na to plz yar mujhe bhi le chalna dono sath main bharta kya uss ki khichdi bhi banaye ge😆😉
324