
He pressed his lips on crook of her neck as his hands stopped in mid before opened the dori of her blouse.
His phone vibrate.
Maan(abhi nhi maan)
He take step backward and go outside.
Geet : maan
She doesn't get any answer.
She opened her eyes and not found any sign of maan.
Geet :maan aap kaha hai,
Please mere samne aaiye,
But he doesn't come front of her.
Geet : maan mujhe ase mjak bilkul pasand nhi hai,
Please mere samne aaiye na,
Geet :maan
Kaka : kya hua betiya
Geet : kaka, maan kaha gye.
Kaka : maan bete,
Wo to yaha aaye hi nhi
Geet :kya
(mummer) pr wo to yaha the
Kaka : betiya sb thik hai na
Geet :ji
Kaka : betiya wo anjli betiya ka phone fir se aaya tha
Geet : ji, bs ja rhi hu
Kaka : thik hai
Maan :mein janta hu kaka,
Aap kya khna chahte hai
Aap pareshan mt hoye
Geet thik hai
Maan Monologue
Sorry geet,
Mein janta hu, tumhe mere achanak jaane se, ya kahu ruk jaane se, takleef puchi hai,
Geet, pr tum bs ye ek sapna smajh ke bhul jana,
Geet, ab tumse dur rha nhi ja rha tha,
Isliye tumhare samne aa gya,
Ye nazre tumhe dekhna chahti thi,
Ye dil tumhe pyaar krna chahta tha,
Pr tumhari khatir, ya kahu khud ki khatir mujhe rukna pda.
Geet mein beetein hue kal ko to nhi badal sakta,
Pr aane wale hr pal mein,
Mein tumhara daman khushiyo se brna chahta hu.
Geet monologue
Mera dil janta hai, maan aap yhi the,
Yu paas aake,
Apna ehsaas dilake,
Tum dur kyu ho gye,
Wo sapna nhi tha, wo yaha the,
To achanak se chale kyun gaye aur jana hi tha,
To mujhe kaha kyun nahi,
Fir kaka ne ye kyun kaha, wo yaha aaye hi nhi.
Driver :madam hotel aa gya hai
Geet :hmmm
In party hall
Anjli : chl ab jaldi chl
Kavya : hey geet
Geet : hey jiju, aap kaise ho
Kavya : tumhare samne hu
Geet : jiju ek baat puchu
Anjli : geet tum kavya se baat karo, mein abi aati hu
Geet : hmm
Kavya : geet tum kuch puch rhi thi
Geet : jiju kya maan yha aaye huye hai
Kavya(think) : ab mein kya kahu, maan ne to kuch bi btane ke liye mna kiya hai.
Geet : jiju bataiye na
Kavya : geet mujhe nhi pata
Geet : hmm
Jiju mein abi aati hu
Kavya : ok
He immediately call maan.
Kavya : maan, tune ab kya kiya hai
Maan : kya hua kavya
Kavya : geet tere baare me mujhse puch rhi thi.
See below
36