Geet was shaking from head to toe she was finding it difficult to walk
Maan carries her in his arms and walks towards his car
He places her carefully in the car
She hugs him as soon as he sits in the car
Maan: Geet tumhara Maan tumhare paas hai toh tum darr kyun rahi ho? Tumhe apne Maan par bharosa haina wo Maan jo sirf Geet ka hai toh kya tumhe lagta hai k mere hothe hue tumhe koi nuksaan pauchasaktha hai
Geet tries to hide herself in his embrace
Maan: Geet tum iss waqt apne Maan k bhahon mein ho ye ek aisi jagah hai jo k sirf meri Geet k liye bani hai daro mat Geet yaha humare alawa aur koi nahi aayega
Maan: Humara pyar kya itna kamzoor hai jo k darr jaisi mamuli cheez uspar bhari pad jaaye
This was the first time that Maan had voiced his feelings by telling our love
Geet looked into his eyes
Maan: Bolo Geet kya tum humare pyar ko iss darr k saamne haarne dogi?
Geet had tears in her eyes but these were tears of happiness she had never expected Maan to say these words
Maan: Geet humare rishte ki dor itni masboot hai k agar hum saath khade ho jaaye toh bade se bada toofan humara naam sunkar hi apna rukh badal dega haina
He looked at her lovingly and kissed her tears away
Geet was slowly getting relaxed
Maan: Waise bhi Maaneet naam mein hi itni taakat hai k wo har chunauti ka saamna yun chutki bajakar kar sakthe hai
Geet looked at him as if asking him what do you mean by Maaneet?
Maan: Maan aur Geet ko ek kar doh toh unke mel se bantha hai Maaneet ab dekh lo Geet ab toh humare naam bhi jud gaye yaha bhi hum saath saath hai
Geet started smiling
Maan had very smartly diverted her mind with his love filled talks
Maan: Ye hui na baat ab mujhe meri pyari si Geet ki jhalak mili par sirf ek muskurahat se kaam nahi chalnewala maine tumhe aaj itna bada gift diya hai hum dono k alag alag naam ko ek kar diya ab return gift toh bantha haina ji
Geet started blushing
Maan: Chalo aapka sharmana dekhkar hume toh humara gift mil gaya maine kaha thank you ji itna anmol gift dene k liye
Geet moved her hand towards his eyes Maan closed his eyes in response
Geet kissed his forehead then his eyes and his cheek
She lowers her gaze
Maan opens his eyes and looks at his angel her face was glowing he could witness the reflection of his love on her face
Maan: Geet tumne sabse important jagah par toh kiss kiya hi nahi ye toh naainsaafi haina
Geet covers her face with her hands
This innocent act of hers boosted Maan's confidence
He recollected the doctor's words that it is only Maan's love that can bring back the old Geet
Maan removes her hand from her face
Maan: "Rukh se zara naqaab hatha doh mere huzoor"
He kissed her hand
Maan holds her chin and lifts her face
Maan: jalwa phir ek baar dhikha doh mere huzoor"
Geet opens her eyes and hugs Maan immediately
Maan kissed her forehead
Maan: Geet chalo main tumhe ek jagah lekar jaata hoon chalogina mere saath?
Geet kissed him on his chest
Maan: Geet phir se galat jagah kiss de rahi ho agli baar sahi jagah par kiss karna okay?
Geet turned crimson red
Maan: Chalo ab main tumhe kahi le chaltha hoon
Geet was extremely relaxed but Maan was constantly thinking what he should do to get Geet back to her normal self
Maan stopped his car in front of beautiful house
Maan: Geet ye humara farm house hai
Both of them come out of the car
Maan: janthi ho Geet ye mere Dadajine uss waqt banwaya tha jab unhe unki zindagi ka sabse bada project mila tha aur uss project ki kamiyaabi k baad Khurana Constructions ka naam humesha hi buland raha hai
Maan opens the door
Geet was about to enter the house when Maan stops her
Maan: Geet abhi andar mat jau tum yahi mera wait karo main bus ek minute mein aaya
Maan goes inside and after sometime he gets a kalash which was full of rose petals
He keeps it in front of her legs
Maan: Geet iss kalash ko girakar andar pravesh karo
Geet knew she was the luckiest girl in this world to have found someone like Maan
Maan: Aise kya dekh rahi ho Geet? Dadaji humesha kaha karte the k hume humesha apni kismat ko apne palko par bithaye rakhna chahiye aur meri kismat toh tum hi ho
Maan: ab jab meri kismat pehli baar humare iss khandani ghar mein pravesh kar rahi hai toh kya main uske liye itna bhi nahi kar saktha
Maan: Inn phoolo par apne kadmo ki chaap chodkar meri zindagi mein bhi apni mehek bheekerne aa jau Geet
Maan holds her hand and Geet touched the kalash with her feet and enters the house
Maan: Geet main yaha pehle bhi bahut baar aa chukka hoon par aaj jitni khushi jitna apnapan iss waqt mujhe mehsoos ho raha hai wo pehle kabhi bhi nahi hua aaj tumhare saath humare ghar mein aakar jo sukoon mujhe mil raha hai wo main lafzo mein bayan nahi kar saktha
Geet places her head on his shoulder
Maan: Chalo Geet main tumhe humara ghar dhikhatha hoon
They start exploring the house
Maan shares every small and big memory of his that were associated with this place
He takes her to the garden. It was full of beautiful flowers
Maan: Geet tum yaha baitho mujhe Adi se kuch important baat karni hai main usse call karke aata hoon
Geet nods her head in approval
Maan comes out and calls Adi
Maan: Adi mujhe tumhari help ki zarurat hai
Adi: Maan Sir kahiye main aapke liye kya kar saktha hoon
Maan: Sunno tumhe kya karna hai
Maan informs Adi about his plan
Maan: I hope everything is clear Adi
Adi: Aap fikr mat kijiye Sir jaisa aap chahthe hai waisa ho jaayega
Maan: Thanks
The call ends
Maan: Tumhe theek karne k liye muje ye raasta apnana padega Geet mere paas koi aur taareka nahi hai tumhe wapis laaneka
Maan once again goes and sits with Geet
After some time
Maan: Geet kafi der ho chuki hai ab hume ghar chalna chahiye
Geet agrees
Both of them sit in the car and leave
PRECAP: What is the plan? Will Maan be successful in his plan? Will Geet finally speak?
PLS PRESS D LIKE BUTTON N DO COMMENT
ALL THOSE WHO WANT A PM ADD ME TO YOUR BUDDY LIST
Love-Piya
29