Originally posted by: beauty_queen
Thanx yaar Suri bauhat zyada hi tareef ho gai meri... 😆 waisay yeh part bauhat jaldi mein likha tha meine ... 😳 😳 aur haan yaar tumhari story ka to koi muqabla nahin ...zabaradast 👏 haan jaldi continuee keroon gi mein .... 😳 😳
Luv
Iman
iman dear tum is tareef ki haqdaar ho.. tum kitna zabardast likhthi ho..👏 dekho iman mujhe teri story zabardast lagthi hain aur tujhe meri story tho chalo balance ho gaya...😆 haan tum jaldi continue karna.. main intezaar kar rahi hoon..😃
love surya...
324