izhaar pyaar kaa(A RN FIC)

ronojoy_ria thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 4
Posted: 14 years ago
#1

This is a small gift for my RN friends who were always there with me thick and thin .Due to there unconditional support and love i have been able to write my fics .The common thing which was betwwen us was "RAJEEV khandelwal " It is the name which have created an unbroken bending between us .Today is the BIRTHDAY of this person due to which we today are here sharing each others happiness,sorrow ,giving support to each other so i have decided that today i will give u all a small gift in the means of my short fic. It will of 8 to 10 pages offcourse with ur support bcoz without it it wont be possible.

The name of the fic is "izhaar humare pyaar kaa" It will be a blending of both reality and fiction.Here in this fic Rajeev khandelwal will be rajeev khandelwal himself others characters will be imagined

PRIYANKA BASSI will be herself only

Now coming to story

As we are standing near a huge apartment in this apartment on the 10th floor resides our hreathrob rajeev khandelwal.jaise ke hume pata haai ke aaj humare dil lo ke dharken rajeev ka birthday haai aaj uske family which consists of his mom dad his elder brother and his bhabhi uske ghar mumbai aate haai kunki har saal rajeev aapne family ke bina aapne birthday celebrate karta haai isliye uske family baalo ne is bar decide kiya haai ke is baar they will celebrate his birthday so that he dosnt miss his home and family members

toh abhie hum yeh sab chorke siddha rajeev ke flat ke ander jaate haai aur dekhte haai ke waha abhie kya ho raha haai sab log rajeev ke birthday ke liye kya khas plan kar rahe haai .jaisa ke hum dekh sakte haai rajeev ke sab family members breakfast ke liye ekkhate hue haai sivaye rajeev ke rajeev ko breakfast table par naa dekh kar rajeev ke dad MR.Ramesh khandelwal asks his mom ke raj breakfast karne kun nahin aaya ? toh maa unhe baatate haai ke kal raat rajeev shooting se der se ghar lauta haai isliye woh aapne kamre mein so raha haai maa ke baat sunke rajeev dad aur kuch na bolke chup chap aapna breakfast karne laag jaate haai kunki unhe bhi pata haai ke din raat shooting karne ke bad insan kitna tried ho jaata haai he really needs some rest par rajeev ke bhabhi jo ke subhe se he rajeev ke liye uske favourite dishes bana rahe the maa ke baat sunke thora mahus ho jaate haai woh maa se kahete haai "yeh kya maa raj agar sota he rahega toh mainne jo uske liye subhe se kitne saree dishes banaye haai woh sab kon khayega ?"rajeev ke bhabhi Niharika ke aase baat sunke rajeev ke maa ko bura bhi laagta haai saath he saath khushi bhi hota haai ke rajeev ko uske bhabhi jo ke ek paaraye ghar se aaye haai kuch din pahele kitna aapna kar liya woh niharika ke pass jaaate haai aur uske baallo ko thora ruffle karte hue kahete haai "beta tum udhas kun hote ho main hu naa main abhie jaake raj ko utthata hu " "par maa " niharika maa ke taraf dekhte kahete haai maa samajh jaate haai niharika kya soch rahe haai isliye woh niharika ko baat khatam karte na de ke bolte haai "mujhe pata haai tujhe bura laag raha haai ke tere baaja se main raj ko need se utthane jaa rahe hu par beta tujhe toh pata he haai ke rajeev ko agar pata chalega ke rtune uske liye gajar ka halwa banaya haai aur mainne usse khanne ke liye nahin bulaya toh woh mujh par kitna gussa hoga aur uska gussa toh tobba tobba rajeev's mom aapne dono haatho se aapne gaalo par slap karte hue kaha jisne dekha haai wohi jaanta haai "bilkul sahe kaha aapne maaa " niharika ne maa ke baato se sahemat hoke kaha "raj mein sab kuch aacha haai par sivaye uske gusse ke baap re mujhe toh yeh soch ke he darr laagta haai uske shaadi ke bad Manjira ka kya haal hoga kaise jhel paayege woh rajeev ke is gusse ko " "hmm aacha beta main raj ko uttha ke aate hu " yeh bolke maa rajeev ko utthane jaate haai aur idher niharika aapne 3 saal ke bete Anshu ko utthane ke liye jate haai
maa rajeev ko utthane ke liye uske kamre mein jaate haai rajeev ka kamre wow its looks really nice kamre mein light blue clour ke paint ke gaye haai window aur door par orange clour ke curtains laage hue haai kunki rajeev ko laagta haai orange is the clour of sun aur suraj hume yeh sikhate haai ke hum agle din ke suruwat ek naye sire se kaare aapne sare failures aapne saree problems ko picche chor ke ek naye aasha ke saath aage baare maa rajeev ke bed ke pass aatte haai rajeev's bed is round in shape she goes and sits beside rajeev who is sleeping aapne pet ke baal maa rajeev ke baal ko thora ruffle karte hue kahete haai "raj beta utth jaa dekh subhe ke 8:30 baaj gaye haai "rajeev jo ke aapne pyaar bhare need mein busy tha maa ke baat sunke need mein bolta haai "uff oh maa sone do naa bohot need aa rahe haai " maa rajeev ke yeh baat sunke muskurate hue kahete haai "thik haai toh sota rahe main jaake tere bhabhi ko kahe deta hu ke tere liye ju usne gajar ka halwa banaya haai woh hum sab ko de de" maa jaise yeh bolta haai rajeev ke need ek pal mein gayab ho jaata haai woh ek dam se utth ke baith jaata haai aur aapne ma ke taraf dekhte hue kaheta haai "bilkul nahin halwa is only for me" rajeev ko ase kahete hue sunke maa ko ab bohot haase aa jaate haai woh rajeev ke taraf dekhte hue kahete haai "sach raj tere aase baat sunke kon kahega ke tere umar 30 ke uper ho gaye haai aur tu thore dino bad shaadi karne jaa raha haai " "haa haa very funny"rajeev aapne maa ke taraf dekh ke aapna muh banate hue kaheta haai "aaccha aacha ab gussa chor aur jaake taiyar hoke aa jaa tere dad chahate the ke hum aaj kahin bhar jaaye " bhar are u mad no wayyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy mom " "kun kya hua aaj tera birthday haai toh hum aaj kahin ghumne chale haai " "mom mom main abhie koi chotta baccha hu kya jo aapne parents ke saath ghumne chalunga " rajeev ke yeh baat sunke maa ko bohot gussa aa jaata haap woh aapna chahera dusre taraf karke rajeev ko kaheta haai "ha ha koi zarurat nahin haai humare saath jaane ke hum chale jaate hai wapis "raj ko bura laagta haai ke uske baaja se maa aase upset ho gaye so he turns his mom towards himself and says "sorry maa actually aapko toh pata haai aaj mujhe "JOKAR"film ke shooting ke liye jaana haai aur agar mainne aaj ka din off le liya toh sab ko kitna luksan hoga pura shooting rukh jaayega aur sab log mujhe dosh denge kya aap yeh chahate haai ke aaj ke din aapke bete ko sab log dosh de usse kosse " rajeev says with such a emotional way that his mother's eyes became beemed woh rajeev ke chehere par haath rakhte hue kahete haai "nahin nahin koi maa aasa kabhie cha sakte haai kya tu bhi naa tu jaa aapne shooing par lekin shayam ko jaldi ghar aa jaa naa Manjira aur uske gharbaale aane baale haai aur agar unhone tujhe nahin dekha toh tu he soch unhe kitna bura laagega "haan maa main aapse wada karta hu ke main jaldi ghar chala aayunga " "hmm aacha ab tu taiyar ho jaa main jaate hu " yeh bolke maa chali jaate haai aur raj usuall aapne shooting pe jaane ke liye taiyar hone jaata haai .
thore der bad rajeev taiyaar hoke dinning room mein aata haai jaaha uske liye uske bhabhi aur uske maa besabri hoke intezar kar rahe the jaise woh log rajeev ko dekhte haai waha uske bhabhi niharika aate haai aur raj ke pass jake kahete haai "need tut gaya tera lee ab yeh halwa jo tera intezar kar kar ke ab icecream banne ke kaagar pe haai usse kripa kar ke kha lee " raj aapne bhabhi ke yeh baat sunke haste hue one spoon halwa ka bowl leete hue kaheta haai "sach mein bhabhi aapne haatho mein na jaadu haai kitne aache khusboo aa rahe haai " "aayege kun nahin kitne pyaar se jo banaya gaya haai waise humare liye bhi toh kabhie halwa bana diya karo " rajeev ke baare bhai aapne kamre se nikalte hue raj ke aor dekhte hue kaheta haai raj bhi kisi se kaam nahin woh bhi aapne bhaiya ke taraf dekhte hue unhe thore teasing tone mein kaheta haai"kun bhaiya aapko jhalan ho rahe haai kya bhabhi ne mere liye halwa banaya " "haaan haan bacchu jab tere biwi bhi kisi aur ke liye halwa banayege naa tab main bhi dekhaunga tera kya reaction hota haai ?" "ok bhiya dekh lee filhaal toh mujhe shooting ke liye nikalna haai isliye bye everyone " rajeev sab ko bye bolke door kholne ke jaane baala hota haai ke Anshu uske pass aata haai aur rajeev ke trouser ko khichte hue aapne pyaare pyaare bhasha mein rajeev se kaheta haai "chachu aap ne toh promise kiya tha ke aap aaj mujhe zoo dekhne le chaluge phil aap kaha jaa laahe ho " rajeev ke maano jaan basta haai Anshu mein he picks him up in his arms and says "beta woh aapke chachu ko na shooting mein jaana haai isliye woh waha jaa rahe haai lekin beta jaisa ke aap jaante haai that ur chachu never breaks his promise i will surely take u to zoo " par Anshu woh kitne jaldi convience honebaala nahin tha woh aapna muh fullake kaheta haai "very bad chachu i hates u " rajeev ko bjhi bura laagta haai ke usne Anshu ko naraz kar diya par woh bhi kya kaare usse bhi toh shooting par jaana hoga isliye woh Anshu se kaheta haai "beta i know u r upset but beta try to understand agar aapke chachu nahin gaye naa tab PRACHI aunty aapke chachu ko bohot maarenge kya aap chachate ho ke aapke chachu maar khaaye " rajeev makes a saddy saddy face by seeing which Anshu ka bhi dil bhar aata haai woh rajeev ke gaalo ko aapne haatho se pakkarte hue kaheta "no chachu i dont wan that aap jaao " rajeev ko bhi aacha laagta haai that Anshu is no more upset with him woh Anshu ke cheeks par kiss karte hue kaheta haai "that's like my BUDDY now beta aap mama ke pass jaao chachu have to leave " rajeev Anshu ko niharike ke godh mein dekar aapne shooting ke liye nikal jaata haai aapne cool blue colour ke lassor car mein
kareeb 1and an half hrs bad jab Rajeev aapne shooting spot FILMISTHAN STUDIO pahuchta haai tab dekhta haai ke waha koi nahin haai rajeev ko yeh dekh kar bohot he ajeeb laagta haai kunki hamesha he yahaan koi na koi hota he haai rajev thore der idher udher dekhta haai to find someone but he cant find anyone to finally to decides to call his director MR. VIKRAM but phone switch off aa raha hota haai rajeev thought that he must be busy so he kept his mob off so he decides to call PRACHI DESAI who is the heroine of the film "jokar" to know wheather the shooting is postponed but unfortunely uska bhi mob switch off hota haai rajeev ko toh ab kuch bhi samajh mein nahin aata ke yeh sab kya ho raha haai woh ek sochta haai ke usse ek bar ander jaake dekhna chaheye yehi sochke jaise rajeev ander jaata haai jokar team ka pura gang ek saath usse suprised karte hue "happy birthday bol utthta haai "rajeev was just totally surprised by this kind of act by his team woh unhe taraf dekhte hue kaheta haai "toh yeh sab aap logo ka plan tha haan" "nahin rajeev sir yeh humara nahin balke inka plan tha they points towards PRACHI who was standing behind and laughing "hmm toh yeh tumhara plan tha haan prachi " "haan yeh sab mera plan tha " prachi haste hue kahete haai "thanks prachi for this lovely surprise " "u are always welcome rajeev " prachi comes to rajeev and hugs him prachi "waise rajeev there is one more surprise waiting for u "
rajeev-what? one more surprise ohhhhhhhhh prachi mujhe toh laag raha haai ke aaj mera birthday nahin balke surprise day haai
rajeev ke baat sunke prachi haste hue kahete haai"hmm kuch aasa he samajh lo"
yeh bolke she drags rajeev towards a table where she has placed a beautiful pineapple cake for him on which "happy birthday rajeev "was written rajeev toh yeh dekh kar bohot khush hota haai woh prachi ke taraf dekhte hue kaheta haai "thanks prachi for making my day sooooo special" "uff rajeev tum bhi naa thanks kahena bandh karo aur jaldi se cake cutto i cant wait to have it " rajeev bhi ab prachi ke baat maan ke cutt karta haai aur ek baara sa piece utthake jaise prachi ko khillane jaata haai waha koi aa jaata haai aur woh insan woh piece kha leeta haai
plz comment ke aap logo ko kaisa laaga kunki then only i will post the up aur haan dont misunderstaand me or my fic thinking that its a RAJEEV MANJIRA FIC BCOZ I CANT THINK RAJEEV WITH SOMEELSE THAN PRIYANKA HUMARE PYAARE NAINA KE SIVAYE SOOOOOOOOOOOOOO PLZ JALDI SE COMMENT KIJIYE OR HAAN REMEMBER ITS A RN FIC
Edited by ronojoy_ria - 14 years ago

Created

Last reply

Replies

53

Views

8.3k

Users

24

Likes

74

Frequent Posters

-wild- thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 5
Posted: 14 years ago
#2

hey dear u know i always love ur fic because its different yet very amazing u have done a very hard work on it i must say the way u write this fic i really want to give u a huge cradit of it bcz this FF is simply great .i could not dexcribe hoe much i like it but dear keep continue and all the best for next .thanx for the pm.

love uuuuuu
salina😊
Edited by salinashah - 14 years ago
Sumi_162710 thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 14 years ago
#3
Hey thats nice....Rajeev is Rajeev himself......thats cool....and I liked the curtain thoughts Ria....well written!! However this is a fiction....so will keep that in mind dear....dont worry!! Its a lovely start....lets see how u take it ahead....pls continue soon....and thnx for the PM.
Shaina_b thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Trailblazer Thumbnail + 2
Posted: 14 years ago
#4

Too good!!!!Awesome!!!!!

Rajeev's family is very sweet and is here to celebrate his birthday with him!!!!!😛 😛 😛 😛 😊 😊 😊 😊

His bhabhi is very nice and has cooked his favourite dishes for him!!!!!!😊 😊 😊 😊 😊

Raj pehle uthna nahi chahta tha magar gajar ka halwa sunke jhat se uth gaya!!!!!😛 😛 😛 😛 😆 😆 😆 😆 😆 😆

He is already engaged and going to be married soon!!!!!!🤔 🤔 🤔 🤔

He is so busy that he is working even on his birthday!!!!!!!😊 😊 😊 😊

The teasing between the brothers was very funny!!!!!!😉 😉 😉 😉 😆 😆 😆 😆 😆

Anshu is just too cute!!!!!😛 😛 😛 😛 😊 😊 😊 😊

Prachi's surprise for Rajeev was very nice!!!!!!😊 😊 😊 😊


Edited by Shaina_b - 14 years ago
jasminerahul thumbnail
Posted: 14 years ago
#5

Wow!Excellent.U shud send it 2 Rajeev.Its an amazing b'day gift 4 him.Superb.My fac scene is the b'day surprise thrown by Prachi & d crew of Joker 4 Rajeev

Edited by jasminerahul - 14 years ago
KrishnaRukmini thumbnail
Posted: 14 years ago
#6
nice, lovely part. very very well written.
loved it.

Kool_Naina thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Visit Streak 90 Thumbnail + 2
Posted: 14 years ago
#7
HI Ria

nyc starting dear
Loved it
do cont soon

Luv
Naina
prerna1 thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 14 years ago
#8
that was good
plz continue soon
dazzling_glory thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 14 years ago
#9
Hey
This is a brilliant and creative idea.
A perfect gift on Rajeev's B'day
Enjoyed reading it.
Edited by dazzling_glory - 14 years ago
Sweet-Lioness thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 14 years ago
#10

nice one...Ria...

rajeev...is me Rajeev hi hai...dats nice...
baht hi achhe se tum ne likha hai...sach me baht achha tha...
aage story kaise badhti hai...voh dekhna hai mujhe...
next part jaldi post karna...

Related Topics

Fan Fictions thumbnail

Posted by: Aleyamma47 · 3 months ago

Intro: Rudra fakes a relationship with his best friend Soumya to impress glamorous Bhavya-but ends up falling for the one girl who truly knew...

Expand ▼
Fan Fictions thumbnail

Posted by: desidillse · 5 months ago

ArShi OS : Pyaar Ka Naghma {Completed}

[NOCOPY] P Y A A R. K A. N A G H M A. "Friends?" a little boy extended his hand towards a girl which she responded. They smiled and embraced...

Expand ▼
Fan Fictions thumbnail

Posted by: heavenlybliss · 6 months ago

Hello everyone! I will be posting my 5 one-shots over here which I sent in for the Pyaar Ka Trope-fest contest. They are all standalones and...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".