"Main samaj sakta hoo, use main yeah baath kabhi jaane nahi dunga." he replied, Aarman smiled, "Thank you, vo kya hai na main use kaafi overprotective hoon na isi liye aap ke saath aise baath kia."
"No problem, bada bai ho na isi liye aise ho." Aarman laughed, "Aap fighter hai aur phycologist bhi hai?"
"Soldier hoon isi liye phycology bhi jantha hoon." he replied, "Meri beti bhi kabhi kabhi aisi hothi hai. Adopted hai, my friends daughter! Kabhi kabhi ithni zid karthi hai ke patha nahi kya kar sakthe hai lekin bahoth affectionate ladki hai. Lekin muje Mukti ke baare main aur kuch bathao, kya karthi hai, use kya pasand hai, kya nahi pasand hai? What is she like?"
"Bahoth studious at the same time bahoth bubly ladki hai. Docter banna chahathi hai, cancer specialist for children. Use bache bahoth pasand hai, kaafi talented ladki bhi hai." Aarman added looking at Rajeev for help, "Photograpic memory, excelent IQ and morning person."
"Haan working days main, holidays main party karna use bhoth pasand hai." Aarman added causing Avinash to start laughing. "Really? My god vo bilkul apni ma par gayi hai."
"Haan vo bilkul bua par gayi hai." Aarman added a smile in his face, "Aur kya karthi hai?"
"Aarman bathayega aap ko muje kuch kaam hai." he replied going out, "Sorry boys lekin patient ko dekna padega."
"Sorry about that, dad ko kaafi zyada kaam hotha hai. So aur kya jaana chahathe hai aap Mukti ke baare main?" thinking for a moment the man replied, "Better if you hear it from her, though I will give you the warning points. Use mushroom se alargy hai almost jaanleva. Medication lethi hai tho teek ho jathi hai luckily it is in control aur India main koi peanuts zyada use nahi karthe."
"Ok then?" Aarman thought for a few moments, "Use matar bhi bilkul pasand nahi hai lekin chup chaap kathi hai kuch bolthi nahi. Actually koi bhi na pasand baath vo bolthi nahi, hume dheek kar guss karna padtha hai. Then... she loves movies and music, exam ke baad use ek pure din movies dekne ki aadath hai, a way for her to de-stress. Normally hamare ghar par dad ke movies collection kaafi vast hai. Action movies, romance movies ko kabhi baahar dosthon ke saath jathi hai lekin she prefers danceing and parties."
"Sounds like her dad, aur kya kya hai?" Aarman thought for a moment then added, "Mukti bahoth independent hai, she uses her income for everything. School ke fees ko lekar apne kuud ki zarurath bhi."
"Wow, aur kya karthi hai?" Aarman paused and replied, "She is into investmetns, chaar saal se apni cash transfer se kuch aise investments karthi hai vo ek aur kaam karthi hai she runs this program. Apni salon ke financial investments ke ek part vo charity main divert karthi hai."
"Charity kaise charity?" Aarman shrugged, "Maine kabhi puch nahi use, hamesha uss baath ko chupa lethi hai. Lekin yeah tho jaantha hoon vo har mahina unlogon ko kam ke kam thirty thousand tho bej dethi hai. Oh hi Mukti bike ko pick up kar dhiya?"
"Haan uske saath apni laptop aur internet connection bhi." Aarman smiled, "Great, tho tum zarur apne projects ke kaam yehi par kar sakthe ho right?"
"Kind of yeah besides saara kaam internet main hi daaln padega." Mukti added sitting down, "So kya baath ho raha tha yahan par?"
"Mukti who are those people your giving the thirty thousand to every month?" Mukti glared at Aarman setting her backpack down, "Mere paise hai app ko kya Major Khanna?"
"It's chachu and who does the money go to?" he demanded Mukti was just as stuborn, "Main aap ko kyun bahau?"
"Mukthi thirty thousand is not a small amount charity vo bhi haar mahin thodi aajeeb hai." she took a deep breath, "Your right, fourty thousand tho kaafi badi amount hai. Lekin vo Khanna pariwar ka ek kaam... I meant ek zimidari maine apne upar le liya."
"Lekin kyun? Mukti I know tume haar mahina almost do laak sirf trust fund se milthi hai aur tum unke investments bhi karke kaafi paise kamathi ho. Now out with the truth." Mukti looked down tears filling her eyes and told her uncle and her brother. At one point Aarman hugged her tightly and kissed her on the head, "I am sorry kid-o I am so sorry."
Sanjevani Hospital: Rajeev Malik's cabin
Rajeev was reading through a file carefully writing notes, "Yes come in?"
"Sir yeah file ko zara dekiya please." A nurse handed him the file after reading through, "Sounds good, aaj ke date... aaj?"
Krishi