Part 48

Nandini—hum shayad yaha lunch ke liye aaye hai lunch order kare?
Suhana—ermm haan nahi…
Nandini(confused)—wat? 😕Haan ya na?Hume yaha aaye huye its almost 15mins…kisi muhurat ka intezaar hai?
Voice--Muhurat ka pata nahi ...but mera intezaar surely tha... Am I Right...
Both Nandini & suhana turned back & said together surprisingly-- TUMHARA...
Voice (to shuhana)--nandini ka surprise hona samjh mein aata hai ...par tum kyun surprise ho rahi ho…tumhe toh pata tha I wud come…(to nandini) hope you don't mind me joining…(indicating to chair) May I..
Suhana gulped as nandini was giving her murderous look ...
Nandini (glared at suhana)—sure…(to suhana) … kyunki tumhe pata tha so tell me…Mr. Arjun yaha kya kar rahe hai ?😕
Suhana (cleared her throat)—ahemm…mujhe sach mein nahi pata tha ki yeh bandar yaha aaega…he is lying(mumbled) jiska pata tha…who pata nahi kaha hai?
Arjun—dats not fair suhana…doston se baat nahi chupani chaiye…😛😛 its wrong tumne nandini ko kyun nahi bataya…😆😆
Suhana (angrily)--You are too much Arjun Khanna…😡😡 mujhe kab pata tha…jooth kyun bol rahe ho…you..😡
And started once again the blame game b/w two…with nandini holding her head seeing them fighting like kids …😆😆
Nandini(sternly)—tum dono chup karoge😡 …sab log hume hi dekh rahe hai…plzz we are in a restaurant for god sake…jab dekho shuru ho jate ho…& I am Sorry maine yeh question poocha…tum (When she was interrupted…as her cell rang it was one of her collegues from school…)
Suhana(in a low voice but angrily)—tumne yeh kyun kaha…ki mujhe pata tha..nandini gonna kill me… lunch mein mujhe fry karke mujhe hi kha jayegi…& waise bhi mujhe tumhara kahan pata tha😕…mujhe toh Raj ne…
Arjun(silencing her)—Shhh…tumhe nahi pata tha…no problem …ab toh pata hai na…so play along & plzz plan ka band mat bajao…& relax…. Tum itna kyun dar rahi ho nandini se… Main hoon Na…😎
Suhana—Issi baat ka toh darr hai…tum jo aagaye ho plan flop karne…plan ka toh band bajega hi…& Raj kahan hai? Jise aana tha who nahi aaya tum tapak pade…😡
Arjun—ab who hero jo hai… footage khaye bina thodi na aaega…& mind u main plan flop karne nahi…hit karwane aaya hoon…😊
Suhana(rolled her eyes)—I really doubt that😕…
Meanwhile nandini ended her call…& saw still both of them were busy fighting…
Nandini—sorry to interrupt in your fighting session…par shayad yahan lunch karne ke liye baithe hai…so plzz kya hum lunch kar sakte hai…
Suhana(genuinely)—srsly nandini I didn't knew yeh yaha aaega … I mean main…😕
Nandini(interrupted)—ab yeh aagaye hai…toh main inhe dhakke markar ke toh nahi bhaga sakti…so its fine…& I am not interested to know yeh yaha kyun aaye kyun nahi…aap dono ki fighting conversation khatam hogayi ho so let me order lunch
Arjun(all happy) –ofcourse…yahan lunch ke liye aaye hai…& itni der se aur logon ko khaate dekhkar I am feeling more hungry…😆
When they were again interrupted…
Raj—Lunch mere bina…not fair😡…(glared at arjun)
Nandini(sighed)—I knew it… Mr. Arjun yaha hai…toh tum bhi aas paas hi hoge…
Raj—wow…dats so smart… mere saath rehkar smart hoti ja rahi ho…isi baat pe…yeh tumhare liye (passing her flowers bouqet he was holding…seeing her not making move to hold them) kya hua…as per my info…u love flowers…
Nandini—tumhe kisne kaha(once again glared at suhana)
Raj—ermm suhana ko ghoorne ki zarut nahi hai…usne nahi bataya…kisi aur ne bataya…😛😆
Nandini(confused)—kisne? 😕
Raj (settling himself down & making her also sit)—taki tum jake uska murder kar sako…😆 in that case I wud suggest lunch karke jao…kyunki us tak pahunchne mein tumhe atleast 5-6 hours lagenge…😆😆
Nandini—huh? Matlab…😕
Raj—aur nahi toh kya Saali ji tak pahunchne mein tumhe itna time toh lagega hi…😛😛😆
Arjun who was drinking water…got choked 😲 —saali ji…dats not fair tune shadi kar li…mujhe bataya bhi nahi…😔 (dramatically) bewafa dost…tune mera dil tod diya…😡 dekh li teri dosti…😭 (to nandini) Raj se toh yahi umeed thi…but nandini tum bhi…(sadly) didn't expected this from u …
Suhana—dats not fair to me also…mujhe bhi nahi bataya…😔
Nandini(felt like banging her head)—Arjun…Suhana tum dono bhi…itna over react karne ki zarut nahi hai…humne koi shadi nahi ki…Raj has gone mad…😆😆
Arjun(confused)—to fir saali ji?... kahan se…😕😕
Nandini(to Raj)—kariye explain 😡😡(irritated)…Saali ji kahan se aayi…
Raj rolling with laughter seeing her going red in anger…by the time Raj ended the narration Arjun & suhan were in splits…🤣
Nandini also cudn't help but smile—atleast ab lunch kar sakte hai…plzzz😊…
Raj—ofcourse…😊😛
Throughout Raj was signaling arjun to say what they had planned …but boy he was busy in digging in his lunch…so Raj signaled suhana to divert arjun's attention…& remind him…meanwhile Raj kept nandini busy in conversation…
Suhana(in low voice)—arjun shayad hum yaha kisi aur kaam ke liye aaye the... lunch nahi karne wale the…atleast not me…tabhi maine kaha tha tum plan flop karoge…😡
Arjun (interrupted)—you know wat tum kabhi achi actress nahi banogi…(seeing suhana giving confused look) agar hum aise hi bina lunch kare chale jate nandini ko shak ho jayega ki we all planned this…araam se lunch kar ke chalte hai... & plan flop nahi hoga…Don't worry darling…
Suhana(a little loudly)—I am not your darling…😡
Finishing her lunch…
Nandini—tum dono phir shuru hogaye…😡 remind me tum dono ke saath dobaara kabhi lunch par na aau…suhana ab chale…
Arjun— ahh I am afraid …suhana aapke saath nahi mere saath jayengi…infact jana padega…😛
Suhana(was surprised…coz this was not the plan she was supposed to go alone)—what?😲 (Arjun signaled her to play along) I mean yes…
Nandini—kya?😕
Nandini (realizing that it wud mean she & Raj ending up together)—par aise…I mean…😕😕
Arjun—I know…aap dono saath aaye the… but don't worry Raj will drop u…
Nandini—dats not a problem…its fine… main chali jaungi…main toh…
Raj(interrupted) –aise kaise chali jaogi…I will drop u…
Arjun(getting up)—tum dono aapas mein decide kar lena…hum dono chalte hai…(he almost literally dragged suhana from there)
Once outside…
Suhana—stop dragging me…😡😡 ab hum bahar aagaye hai…& main aa hi rahi thi… tumhari tarah wahan rukne ka plan nahi tha mera…
Arjun—Thank God Raj ne mujhe subah hi bata diya ki tum bhi lunch par aa rahi ho…& I decided to come along …warna tum toh Raj ka plan flop kar deti…😆😆 don't u think nandini ek minute mein samajh jati it was all planned… ab atleast plan usse thoda genuine toh lagega…😆
Suhana(though agreed arjun had a valid point…but still )—fine…ab itna credit lene ki zarut nahi hai… ab saath saath yahan parking lot tak aana tha ya gonna drop me home… ya taxi bula lu…
Arjun(looked upwards)—ajeeb ladki hai…😕😕 madad bhi aise maang rahi hai…jaise ehsaan kar rahi hai…Raj ke liye is bandariya ko sehan karna pad raha hai…😡
Suhana—kuch kaha?...
Arjun—nahi…chale…
Back at Raj-Nandini
Raj(sighed)—so…chale…afsos… mere saath hi jana padega…😛
Nandini—afsos (confused) kyun? Koi pehli baar tumhare saath nahi ja rahi …
Raj—who toh hai…but still…tum nahi jana chahti thi…isliye afsos kaha…tumhe bura laga hoga…you stuck up with me… 😛😆
Nandini(sighed)—aisa kuch nahi ….(getting up) ab chale…
Raj—chalo!!…kuch nahi hai toh theek hai… tum kehti ho toh maan lete hai… so I guess tum jo zaroori kaam kar rahi thi who khatam hogaya hoga…Right?😛
Nandini—ermm….haan kyun?😕
They had reached the parking lot…
Raj—matlab main ab kahin chalne ko bolu toh tum mana nahi karogi…😛
Nandini—ermm who…
Raj—I guess yeh sawaal mere alawa kisi aur ne poocha hota ...tab tumne instantly haan keh diya hota…😛
Nandini—aisa tumhe sirf lagta …yeh sach nahi hai…
Raj—really…par maine jab kal lunch ke liye poocha toh tumne mana kar diya…par yahan suhana ke saath…😕
Nandini(fed up)—Raj jab tak tumne poocha main suhana ko haan keh chuki thi…& itni si baat ka itna bada issue banane ki zarut kya hai😕…
Raj—zarut hai…kyunki tum jan boojkar mujhse kuch chupa rahi ho…
Nandini(rolled her eyes)—main kyun chupaungi.😕..raj tum ek chotti si baat ko kahan se kahan le ja rahe ho…
Raj—toh tum kehna chahti ho tum kuch nahi chupa rahi & mujhse door nahi ja rahi…
Nandini(looked away)—main aise kuch nahi kar rahi…yeh sirf tumhe lag raha hai…
Raj(sternly)—lag raha hai ya aisa hi hai…aisa kya chupa rahi ho…
Nandini –main kuch nahi chupa rahi (mumbled) infact chupaya tumne hai…
Raj—kya? Kya kaha?
Nandini—kuch nahi(she turned to go…when Raj held her hand)
Raj—tum kuch keh rahi thi…if I heard it right… Maine kya chupaya?😕
Nandini—kyun tumhe nahi pata…?
Raj—nahi…dats why I am asking…aisa kya chupaya maine? 😕😕 Jahan tak mujhe pata hai maine kuch nahi chupaya… aur agar chupaya bhi…toh who batana zaruri nahi hoga…😊
Nandini (gave him unbelieving look)— zaruri nahi hoga…😡😡 Mr.dixit tumse milne aaye the aur tumhe yeh batana zaruri nahi laga…who bhi mujhe…in case u forgotten who tumse meri wajah se milne aaye the…
Raj(laughed out loud)😆😆😆 —bas itni si baat… u really scared me for a second…i thot pata nahi mujhse koi bahut badi galti hogayi… 😆😆😆 seriously tumhe gussa hona bhi nahi aata… I mean yeh bhi koi gussa hone wali baat hai…tum bhi na…🤣
Nandini—tumhe mazak…soojh raha hai…😡 u are impossible Raj…I am serious
Raj—isiliye nahi bataya😛😛 …jab bina bataye tum itna door hogayi…bata deta toh shayad mera naam sunke hi bhaag jati tum…😆😆Come on isme itna serious hone ki kya baat hai… & din mein itne log office mein aate hai… main toh tumhe kabhi nahi batata…so wats the big deal..😕
Nandini—big deal…Raj baki tumse kaun milne aata hai…kaun nahi I am not interested to know…but Mr. Dixit …Raj tum kyun nahi samajh rahe…(Sighed) tumhe kyun apni smooth simple life achi nahi lagti…kyun chahte ho tumhare life mein problems aaye…
Raj—when did I said that…😕😕 main apni life mein surely problems nahi chahta…😊😊
Nandini(looked upwards)—thank god tumhe itna toh samjh mein aaya...
Raj—haan par iska matlab yeh nahi hai…😛 ki main yeh nahi chahta ki tum meri zindagi mein aao…😉
Nandini (smacked her head)—Raj tumhe kaunsi language mein samajh mein aata hai? Mr. Dixit us din itna tumhe kehkar gaye… itne dino se main tumhe samjha rahi hoon par tum ho ki...(angry) ek baat tumhe kitni baar samjhani padti hai?😡
Raj—agar baat sahi hai…toh ek baar kafi hai…😛 aur baat galat hai toh…I am sorry bekaar mein time waste karna hai…😆
Nandini—aur tumhare hisaab se sahi galat ki definition kya hogi…jo tumhe sahi lagta hai who sahi…😡 aur baki sab jo keh rahe hai who galat hai…to be precise main jo kahu who galat…
Raj—no…but…
Nandini (interrupted)—Raj for once & for all ek baat samjh lo…tum ek aise rishte ki umeed kar rahe ho…jo tumhare liye kabhi acha nahi hoga… Fir bhi,dosti tak rishta rakhna ho toh theek hai…magar
Raj (pulled Nandini by the arms straight in to him)-- Dosti tak !..😕 .Maine tumhe pehle bhi kaha tha…& repeating again...I can't have u just as a friend…my feelings for u are too strong…aur tumhe hum dono ka ek hona sirf Mr. Dixit aur Rohan ki wajah se galat lagta hai…toh u leave dat to me… who main sambhal loonga…par tumhe yeh kehna ka haq nahi ki agar hum dono saath aaye who galat hoga…
Nandini(jerked his hands away)—so wat do u expect me to say Raj 😡😡 (angry)…ki sab kuch theek hai…hum dono ko ek saath ho jana chaiye…& shud give a damn to Mr. Dixit & Rohan…😡😡
Raj(smiled)—exactly…😃😃 ab isse pyaar kehte hai…😆 maine kaha bhi nahi aur tum samajh gayi…😃
Nandini(sighed)—aur tum😔…mere sab kuch kehne ke baad bhi nahi samajhte…tumhara kya karu main…arrgghh…Raj yeh sab itna asaan nahi hai you are not realizing…wat you are getting into… Raj agar baat mere tak hoti tab bhi shayad main tumhe haan keh deti… but its not…ab toh mr. dixit se mil chuke ho…itna tum unhe jaan hi gaye hoge…who kis tarah ke insaan hai…
Raj(calming her)—ofcourse I know him…par who mujhe nahi jante is baar who galat insaan ke saath ulajh gaye hai…& I will deal with him…who meri problem hai…tum tension mat lo…
Nandini—yahi toh tension hai…😡 ki tum is problem ko solve karne ko itne excited ho…😡main tumhe is sab se jitna door rakhna chah rahi hoon utna hi tum (sighed)
Raj--& may I know why?😛
Nandini—huh?
Raj—mujhe kyun door rakhna chahti ho?😛
Nandini(irritated)—kyunki yeh meri fav hobby hai…happy …ab chale…(she turned to go…when Raj caught her hand) kya
Raj—kuch nahi…chalo…(still standing there) beta Raj…Mr.Dixit aur Rohan ka kuch permamnent ilaaj karna padega…warna yeh dono shadi se pehle divorce kara denge….So romance se pehle …time for some action…(he thot of plan to solve the problem)
After dropping nandini home…he made few calls to some officials making sure that what he asked them to do gets done …😛
******************************************************************
2-3 days later…
Nandini was still in school…when her cell rang…since it was Raj she picked up instantly…she knew its useless & impossible to make him understand her POV…😛 & also avoiding him not a solution😆😆 …she will have to think something else…she herself have to be more stronger & firm in hiding her feelings…
Raj—tumne toh ek hi baar mein phone utha liya😛😛 …Mumma ne mujhe aise hi dara diya ki tum phone nahi utha rahi…I thot firse tum… 😛😆
Nandini(interrupted)—tumne yeh sab kehne ke liye phone kiya…aur aunty ne phone kab kiya…
Raj—shayad thodi der pehle kiya hoga…
Nandini(realizing)—oh tab shayad main class mein busy hongi😕… maine dhayan nahi diya hoga…kuch important kaam tha…
Raj(trying to think hard) –abhi tak maine hum dono ki shadi ki baat toh nahi ki…😈so who important kaam toh ho nahi sakta…😛😆
Nandini—tumse baat karna bekaar main aunty ko phone karke pooch lungi…
Raj(teasing)—kyun aunty ke bte se baat karne mein kya problem hai?😛😛
Nandini—problem yeh hai ki jo main pooch rahi who tum bata nahi rahe ho…😡
Raj—fine…itna BP high karne ki zarut nahi hai… 😆 exactly mumma ne kyun phone kiya tha mujhe bhi nahi pata… bas who tumhe milne bula rahi thi …kuch kaam hoga tumse…😕
Nandini—theek hai…main aane ka try karungi…
Raj—mujhe pehle inform kar dena…
Nandini(confused)-kyun ?😕
Raj—ab tum mere ghar aaogi aur main hi na hoon…😛 it doesn't look nice…😆😆aur mujhe pehle inform kar dogi toh main tumhe pick karne bhi aa sakta hoon😛
Nandini(just shook her head)—thik hai…main aunty se baat karlungi…kuch zyada important kaam hai toh aaj hi aajungi…
Raj(all happy)—dats gud…😃
*********************************************************************
In evening Raj excitedly was at home…much before than his usual time…😛😛 but to his surprise he found no one in the lounge room…😕 when his mother came from kitchen…she was surprised to see him home early…she cud notice he was searching for something or rather some one…😉😆
Veena (teasing)—arre wah aaj toh jaldi aagaya…mere bina phone kare…warna tujhe yaad dilana padta hai ki ghar bhi aana hai…😆😆
Raj—mumma aapko subah se koi mila nahi…jo meri taang khinch rahi hai…😆😆
Veena(laughed)—nahi mila...
When nandini emerged from behind—aunty aapki Coffee(as she looked up she noticed Raj) tum kab aaye?
Raj—tumm? 😲
Veena(whispered)—itna surprise kyun ho raha hai…jaise tujhe nahi pata tha…woh aayegi
Raj—pata tha…par aaj aaegi yeh nahi pata tha…😕
Veena(teasing)—Oh! Aur mujhe laga…😛tu isiliye office se jaldi aaya..😆😆😆
Raj(just shook her head)—mumma main…arrgghh …(to nandini) par tumne bataya kyun nahi...
Nandini-- ermm i didn't planned it 😕😆 maine aunty ko phone unhone kaha aaj hi aana padega isliye aaj hi aagayi... & jaldi jaldi mein tumhe batana bhool gayi 😆😆
Veena--ab tum dono baad mein lad lena main nandini se baat karlu jiske liye usse bulaya hai 😛
Raj--ofcourse aap dono baat kijiye... humse baat karne mein logon ko problem hai..😆. main kaka ko coffee ke liye bol ke aata hoon😕😆
****************************************************************************************************
Meanwhile veena told nandini why actually she had called her… after a little convincing nandini agreed…but still little apprehensive…
Veena—unfortunately is baar main Arjun ko bhi teri help ke liye nahi keh sakti… usko pata lagte hi…pehle neelu ko bata dega… uske pet mein koi baat rukti kaha hai ?
Raj (joining them)—baat rukegi bhi kaise…already uske pet mein itna khana jo rehta hai…😆😆😆 pura din office mein khata rehta hai…thank god mera restaurant ka business nahi hai…warna saara khana wohi kha jata
Veena/nandini together—Rajjj…
Raj(sheepishly)—fine….sorry… waise aap log kya secret plan kar rahe the?... arjun ke liye secret rakhna mushkil hota hai…par not with me…so tell me….😛
Veena—tujhe batane ka kya faida…humari help karne se toh raha…
Raj(confused)—aisi kaisi help chaiye ...😕
Veena—shopping ki help…karega?😆😆 (laughed as she knew how much he hates shopping) actually next week Aditya aur neelu ki wedding anniversary hai…who bhi 10th so usi ke liye…main nandini se keh rahi thi party ke liye…muskaan ki party kitni achi se ki thi…ab main isse unke liye gift ke liye keh rahi thi… un dono ko kya gift dena hai…who decide karke bata de…infact le hi aaye…
Raj—haan toh 😕 (to nandini) isme kya problem hai…😕
Nandini—kuch nahi hai… its just main…I mean… main akele kaise …mujhe pata bhi nahi…wat to gift them?
Raj—tumhara bhi kamaal hai...gift ke liye bhi itna sochne ki zarut hai...😆 infact i know unhe kya gift de sakte hai 😊😊
Veena-- yeh toh aur bhi acha hai...tum dono decide kar lena 😊😊...aur tum dono jakar gift le bhi aana...
Raj--.waise bhai hai kahan... 😕? office se toh mujhse bhi pehle nikle the..woh bhi tab jab bhabhi apne parents ke ghar gayi hain
Veena-- aditya toh massi ke saath lene(she bit her tongue...as she was not supposed to tell)😛 mera matlab hai massi ke saath gaya hai...
Raj (a little doubtful)-- aap pehle kuch aur keh rahi thi 😕
Veena---ermm nahi main toh...keh rahi thi ki... (when she noticed aditya there) lo aditya bhi aagaya...
As Raj turned to look behind 😲😲😲 ...Raj felt like running from there 😆😆😆...or better vanish from there 😆😆..
……to be continued…😛😛..