Originally posted by: janu1610
kuchu is nehu ki na pitti lagani padegi .is ne na blackmailing ka time pass dund liya hai.
khud itni acchi writer hai par na khud to likhti nahi .sab ko blackmail karti hai aur jahruu,chhapal chalwati hai..dekh le isne maha ko b sab sikha diya( nahi mujha bachapan sa hee yea sab ata haa)🤣 .is nehu virus ka koi intzaam kar,warna ye tri sari friends ko bigaad degi.(areee .... Neha ko kuch mat karna... aus ka liya ma kafii hoon.....🤣)
iska naam kidooooooo nahin PBM [PYAARA BLACK MAILER] KAR DO...........................
shaitaan ............i love ur shiataani....................
kuchu love u too......................
maha is nehu k chakkar mein jo aaya phir nikaal nahin saka................so be aware.................😉(ooooohhh.... warnng..mard ooppss aurat opps muj jasi larkiiii ko darr nahi lagta 🤣 )
193