raj karan dono terrace par jaate ha
karan-kya baat ha raj
raj tells karan everything
karan-kyaaaaa he bhaagwan yeh toh kmabaalo ne bohot he bura kiya alekh ke saath
raj-ha karan aur is ke baaja se mainne tai kiya ha ki main n ko alekh se zarur milaunga
karan-par raj kma main tu jaaega kaise kunki they dont allow civilian
raj-karan tujhe humare college ke bunty walia yaad ha
karan-kon woh mota jo hamesha larkio ke picche bhaagta raheta tha
raj-ha wohi is bar jab main delhi gaaya tha tab party main mujhe bunty mila aur tujhe biswas nahin hoga he is a arm officier now
karan-kyaaaaaaaaaaaaaaa woh bunty army officer ha
karan starts laughing
raj-karan aaj usse ke baaja se main kma main jaa sakta hu
karan-kya us bunty ke baaja se kaise woh kya kma main posted ha
raj-nahin bunty delhi main posted ha
karan-toh phir tu kma main kaise jaa sakta ha
raj-karan bunty ne mujhe kaha ha ke main as a ration supplier kma main jaa sakta hu
karan-ration supplier
raj-ha main aur bunty delhi ke headquarter main baat bhi kar le ha unhone mujhe permission de de ha
karan-what?i cant believe
raj-ha karan
karan-raj par agar kma main kisi ko agar pata chal gaya toh kya hoga
raj-karan dont worry i will take care of it
kartan-phir bhi raj aache tara soch ke koi kadam utthana
raj-karan mainne sab soch liya ha bas tujhe mere thore help karne hoge
karan-ha bol
raj-karan main nahin chahate ki yahaan ghar main kisi ko kuch pata chale isliye mainne tai kiya ha ke main sab ko ghar main batauga ke hum darjeeling main ek naya office khol rahe ha aur is baaja se mujhe kuch months ke liye darjeeling main rahena hoga
karan-hmm thik ha
raj-thanks karan
karan-its ok raj
raj aur karan neeche aate ha
tia-karan bhaiya raj bhaiya aap dono itne dar kaha the
raj-woh hum uper terrace par the kun kya hua
tia-karan bhaiya nandini bhabhi aapse bohot gussa ha
karan-kya oh god maar gaaye
tia-jaaye jaae unhe maana lijiye
karan looks at raj
raj-are jaa na
karan -are daat kun raha ha waise he mere jaanjaa rahe ha aur tu
karan darr darr ke nandini ke pass jaata ha
karan-nandini
nandini koi jabab nahin dete
karan-nandini i am really very sorry woh main
nandini -aacha toh tum sorry ho
karan-ha nandini main dil se sorry hu
nandini-plz karan stop it main toh kam chor hu mera toh sirf ek he kma ha shopping karna
karan-nandini woh toh main bas
nandini-plz karan mujhse baat mat karo
karan-nandini dekho main toh bas aase he
nandini-karan tumne sab ke samne mere insult ke aur tum chahate ho main sab bhul jaao no way karan aaj mainne tumhare liye pura din bhooke rahuge is haalat main bhi par tumhe toh mere koi fikar he nahin tum toh bas aapne he dhun main rahete ho jab chaho mujhse pyaar karte ho aur ja chaho mera mazak uttharte ho kun karan mujhe baata sakte ho tum
karan-nandini mera biswas karo main toh bas aase mazak kar raha tha mera koi irada nahin tha tumhare insult karne ke
nandini-oh plz stop it karan mujhe tumhare koi bhi baat nahin sunne ha
in raj/n room
n-pata nahin nandini bhabhi ne karan bhaiya ko maaff kiya hoga ya nahin
raj-ha pata nahin karan ka kya haal ho raha ha
n-aacha tum toh karan bhaiya ko he support karoge na jab ki putra dosh karan bhaiya ka he ha koi is haalat main aase baat karta ha kya
raj-are karan toh bas mazak kar raha tha
n-aacha mazak raj rahe do tum logo toh hum patnia he hamesha buri laagte ha
raj-are jo sach ha wohi kahete hum
n-sach kon sa sach
raj-acha tumhe bolo tum log shopping par paise uttharte ho ya nahin
n-raj aur tum log jo aapne cigaratte aur sharab main paise uttharte ho uska kya
raj-cigaratee aur sharab main nahin karta
n-aacha
n jaake drawer se cigaratte ka packets nikalne laagte ha
n-yeh kya ha raj
raj-woh toh bas
n-ha ab bolo
raj-aacha maante hu ke i spent money on cigaratte bt i dont drink
n-kyaaaaaaaaa plz aaj jhooth mat bolo roz toh sharab pike ghar aate ho aur bolte ho ke tm sharab nahin pite
raj-aacha pita hu thik ha ab plz bas karo
n-ha ab kun bas karu
raj-oh n tum toh baat ke picche he par jaate ho mujhe tmse baat nahin karne ha
n-mujhe bhi nahin
raj-finneeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee
raj aur n ka jhagra snke adi rone laagta ha
raj-are are adi beta kya hua
adi toh bas roye jaa raha ha
n-na na rote nahin beta mama toh tmse bohot pyaar karte ha na
n kiss adi
raj-ha papa bhi
raj also kiss adi
n-papa toh sirf adi se pyaar karta ha
n shows jhootha anger
raj-aacha main tumse itna pyaar karta hu woh main tmhe aabhie dekhata hu
raj n ka face pakaar ke uske lips par kiss karne laagta ha
n get totally surprised raj is harkat se