Ch1.
Flashback:
''Yeh vivaah sampan hui.. Aaj se aap dono pati aur patni hai. Bhagwaan aap dono ko khush rahe.'' Panditji announced.
Indravadhan and Gayatri got married to each other. Being the gentleman he is,he helped Gayatri to come down from the dias. They went towards their elders and took their blessings.
They were quite young to be known as the widow and widower. Both belonged to the royal family;Indravadhan is the King of Amerkot,while,Gayatri was the queen of Sambhalgarh and the wife of late King Harshvardhan.
After the blessings,the newly wed couple were asked to take some photographs. Though,they hesitated,but,later on complied with everyone. After the photos were taken,it was the Bidayi time. Gayatri hugged Harsh's mother and cried a lot. Harsh's mother loved Gayatri like her daughter.
''Ranaji,aaj se meri beti Gayatri aapki huyi. Uska dhyan rakhiyega. Main jaanti hu beta ki yeh shaadi apnane mein aap dono ko waqt chahiye par fir bhi usse khush rakhiyega. Uska haath maat choriyega. Agar Gayatri se galti hojaye,toh,maaf kardijiyega usse.'' Rajmata Shalini requested.
''Aap nishchint rahiye Rani maa.. Rani Gayatri ko main khush rakhne ki koshish karunga.'' Indravadhan promised with a smile.
''Akhand Saubhagyavati Bhava.'' Rajmata Shalini blessed them.
Flashback ends.
Present:
Gayatri was smiling sweetly thinking about the memories of her and Indravadhan's wedding. As time passed by,she and Ranaji became really good friends. But,in these days,Gayatri fell in love with Ranaji. Though she is aware of the fact that Ranaji cares for her as a best friend,but,as a lover,she didnt know.
As she was thinking about these,she didnt notice that Ranaji came inside the room looking for her. Ranaji looked at Gayatri who was in deep thought.
''Raanisa.. Aap thik toh hai na?' Ranaji asked.
''Arey,aap kab aaye? Humein maaf kijiye,humne aapko aate huye nahi dekha. Aap kuch kehrahe thhe?'' Gayatri asked.
''Bas,aise hi. Waise,Badi Rani Maa ne hum dono ko Kuldevi mandir mein jaane ko bola hai. Humein wahan chalna hai aur humare vansh ke Rajpurohit se bhi milna hai.'' Ranaji told.
''Thik hai.. Hum taiyaar hoke aate hai. Aap bhi taiyaar ho jaiye..'' Gayatri replied and went to get ready.
Ranaji looked at Gayatri who was smiling inwardly. He felt happy after seeing her smiling.
''Gayatri,hum aapse pyaar karne lage hai. Najane kabse,bas,aapse be intehaan pyaar karne lage aur hum yeh bhi jaante hai ki aap bhi humse bohut pyaar karne lagi hai aur yeh baat aapki aakhon se saaf dikhta hai.'' Ranaji thought and smiled.
Precap: RaGa in Mandir.