raghav ne kya recite kiya hai yaar👏👏👏
hats off to writer👏👏👏
Saari baate kehni ki nahi hoti hai
Kuch baate samjhni ki bhi hote hai
Chand ne apna vaada pura kiya hai
Tumhari jhalak mujh tak pahucha di
Aur aone chand ne tum tak
Yaha kalpi poetry sun rahi hai...
n waha kamla pareshaan...
Vithhal was so understanding...😳😳
Haaye...
n tht statement
kitna kuch keh diya maine
Tum kuch nahi kahogi...
(kalpi kab bataogi apni dil ki baat, acting all dumb)
Raghavz that statement...
raat to bit gayi hai kalpi
subah hone wali hai
yaha bhi aur mere zindagi me
waiting for tomorowz episode now