Bigg Boss 19-Daily Discussion Thread- 30th September, 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 30, 2025 Episode Discussion Thread
Trump's 100% tariff on Bollywood films
What's next? (Multiple votes allowed)
DADI AS BOOTH 1.10
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 1, 2025 Episode Discussion Thread
Budget Single Digit : 7 cameo openings.
Swara Bhaskar..someone who dared to say it out loud #respect
My Box Office Prediction for Sunny Ki....jo bhi hai.
True Face of BIAS & NEPOTISM!
Which faces u r fed up of watching
👻 The Manuscript Marauders 👻 BookTalk Reading Challenge October 2025
What are the professional achievements of gabhira
Gen 5- Major Discussion Thread
Official Teaser - Tere Ishk Mein - Dhanush Kriti Sanon
Sonam Kapoor is in her family way ? (2nd baby)
The Literary Looters 💰 | Book Talk Reading Challenge October 2025
Originally posted by: zainab.krystle
neha plz updated plz plz plz
1st of all A very big thanks to all of you..arre mujhe kaisa thanks .
''Toh yeh sab tu mujhse nazrein mila ke kyun nahin keh rahi..tu poori duniya ko patti padha sakti hai Manvi par mujhe nahin..teri aankhein toh door main teri saansein bhi padh sakti hun... '' ☺️
mujhe yeh nazar milane waale scenes none lagte hain
'' Di'bohat filmi ho gaya yeh'Main aapko easy words mein bol rahi hun mujhe virat nahin pasand..."
"Aur iski wajah jaan sakti hun main?"
"Nahin.. har baat aapko batana main zaroori nahin samjhati..I am an adult citizen' apne faisle khud lene ka haq hai mujhe.."
😭 mannu aisa kar hi nai sakti
Aur Mannu..Meri Mannu jo kehti thi di aapse naraz hougi toh meri saansein atak jayengi, wohi mannu naa jaane kis baat se itna khafa ho gayi thi.. ...Mujhse naraaz hoke toh uski saansien atak jaati thi toh ab woh kaise jee rahi hogi? Kyun woh yeh nahin samajh paayi ki uski saanson se hi meri saanson ki dor bhi bandhi hui thi..jiske tootne ka asar abhi bhi waisa hi hai..ab bhi takleef hoti hai mujhe jab jab who pal yaad karti hun.. dono ne mujhe indirectly ghar se jaane ko bol diya'us ghar se jahan se chahe bidayi ho chuki thi meri par phir bhi mera apna tha' mera sara bachpan meri saari yaadein thi us ghar mein' kisi ne mujhe kuch poochne ya kuch batane ka mauka nahin diya..pal bhar mein meri saari duniya badal ke rakh di.. Kyun??tamatar very well written ... yeh part mujhe sabse acha lagga ..didi ki feelings ... it hurts