waqt kareeb araha hai Dil ki dhurkanein betaab horahi hain
Tabiyut muchal rahi hai
Yeh sub friends ke liye aik
NAZRANA
Ab kay hum bichday to shaayad kabhi khawabon may milein
Jis tarah sookhay huey phool kitabon mein milein
Tuu khuda hai na mera ishq farishton jaisa
Dono insaan hain to kyon itnay hijaabon mein milein
Ab kay hum bichday to shaayad kabhi khawabon may milein,
Ghum-e dunya bhi ghum-e yaar mein shamil kar lo
Nasha bartha hain sharabein jo sharaboon main milein
Ab kay hum bichday to shaayad kabhi khawabon may milein,
Ab na woh main hoon na tu hain na woh maazi hai ,
Jaisay do saayey tamana kay sehraon mein milein
Ab kay hum bichday to shaayad kabhi khawabon may milein
Jis tarah sookhay huey phool kitabon mein milein
TRANSLATION
This time if we part, then we may meet in the dreams
Like dry flowers that are found in books
Neither you are God nor is my love like an angel
If we both are human beings, then why should we meet in hiding
Now that we are parting our ways, may be we will meet in dreams
Why not add the sorrows of the world to the sorrows caused by my beloved
After all when the drinks are mixed, the intoxication increases
Now that we are parting our ways, may be we will meet in dreams
You and I are not the same, nor do we have the same destination
It is like two shadows meeting in the desert of wishes
Now that we are parting our ways, may be we will meet in dreams
Like dry flowers that are found in books