feel sorry for TaraFor Tara she is misinterpreting MJ-Radha relation
<font color="#FF0000">Gustakh dil,
dil mein mushkil
mushkil mein dil
Gustakh dil
thoda sangdil
thoda buzdil</font><font color="#FF0000">
dard ke dar pe thehra hai kyun
sazayein sazaayein ye khud ko kyun deta nayi
hansne ki dhun mein rota hai kyun
sahi kya galat kya ye kuchh bhi samajhta nahi</font>
<font color="#FF0000">
</font>
<font color="#FF0000">
hai barf si saanson mein aankhon mein dhuaan dhuaan
ye har pal kyun khele hai gham ka khushi ka jua jua
ye ummeedon bhara bhara
ye khud se hi dara dara
suljhe dhaagon mein uljha hai kyun
salaahen salahein ye khud ki bhi sunta nahi
kyun baaton hi baaton mein phisalti hai zubaan zuban
Kisi sheh na theherti hai behekti hai nigaah nigaah
ye kaise kab hua
ye keh doon kyun hua
girta nahi to sambhalta hai kyun
jhukaaye jhukaye ye maghroor jhukta nahi..</font>
<font color="#FF0000">
Gustakh dil..
</font>
