mera base kathak hain aur maine actually kathak kaa hi training li hain.. aur bharatnatyam bhi thora bahut atta hain.. books mein aur TVs mein dekh dekh kee sikha hain.. alaripu aur kuch just basics... utna acha nahin atta.. Aur manipuri bhi thora bahut atta hain... 😊
riu itne sare dance forms tujhe aate hain...great yaar...i love indian classical and folk dances..