Originally posted by: -Drama_Queen-
hinu prasaad dene lagi hai 😆😆 yeh kab hua kal she was in class and aaj prasad itni taraki 🤣
arey nahin yaar... hinu actually humaree forum ka ranatara romance story ka expert hain... iss liye ussey maine romantic baba ka title diya hain... aur jab bhi mujhe romantic update likhna parta hain too main hinu se prasad mangta hoon... 😆