mata aap ke charan kahan hain?😆
agar apne pass rakhi hoo to jaldi jaldi yahan curier kar do... humein aap ke charan sparsh karna hain..kya dhasu report likha hain tune yaar... just mindblowing👏.. teri wjah se humari shoe ki publicity aur bar gayi🤣main to teri psychopedia ki fan ban gayi hoon...😎and lastly thx yaar ki tune meri proposal ki itna seriously liya aur uspe roj dhamakedaar post bana rahi hain...😆👍🏼... love you a lot yaar..🤗khabril suchi zindabad🥳


