DM- antara yeh kiska photo hai
Antara- yeh mere papa hai
DM- kya ashok tumhare papa the
Antara- haan mai aap janti hai papa ko
DM- haan woh hum...khair chodo thik hai jao
Antara leave the room and DM thinking in her mind
to Antara mere ashok ki beti hai yani ashok meri wajah se...
ashok wahi hai jissey maine pyar kiya hai . wahi insaan jisne mujhse pyar kiya lekin mujhe chod diya koiki ussey galat log ke saath koi rista nahi banana tha aur mujhe is burai ki daldal mein aisi fasi ki nikal nahi payi
mujhe yaad hai ki ashok ne mujhse kaha tha ki agar zindagi mein kabhi bhi mein ek acccha kaam karo gi to woh samaj jaye ga ki maine ussey saacha pyar kiya tha.
ashok ab mein tumhari beti ko sab khusiyian dogi
and she clear all MU of rantara and admit her crime.
sattu sucide because of shame and rantara live together happily
so guys kaise laga mere twist 😆