Part 6 antara come down . she was feeling very uneasy in bridal dress aas it was very heavy. Raghu notice this and take one gift parcel from hi bag and give to her
antara- Raghu yeh kya hai
Raghu- tumhare liye dress ja kar change kar lo
antara open the parcel and surprised to see the suit as it was same suit she liked the most when she was searching the job and ask - lekin tum kahan se laye tum yeh
Raghu- yaad hai tumne ek din marke t mein ek suit pasand kiya tha jab hum ek dusre ko nafrat karte the tab maine dekha ek din tum market mein yeh suit pasand ki lekin pasie ke majboori se tumne nahi liya , tab maine jaa kar le liya tha
antara-kya lekin us samay tu hum ek doosre ko pasand nahi karte phir koi kharid liye
Raghu- koi ki mein us samy bhi tumse pyar karta tha lekin samaj nahi paya tha bas us samay bhi maan karta tha ki tumhe khushi jis chakar meinn hum lad jaate they aur aaj bhi khusi dene chakar mein hum lad gaye hai
antara luk him in amazed way ki Raghu aaj bhi mujhe khushi dena chahta hai
antara left the room and change the dress
Raghu was paused when he saw antu in parrot green colour suit
suddenly mamchmach called- bhai
Raghu come back in his world and given luk to MM
MM_ bhai woh satya khud talash karne aane wale hai antara ko
Raghu- issi baat ka intezzar tha mujhe. ab hamara plan kambyab hoga
Raghu left the room , antaraa was puzzled , Raghu kya karega , kahin satya ne Raghu ko kuch kar diya to
antara goes behind her and stop him by holding his hand- Raghu kahan jaa raho . tumhe pata hai na satya mujhe le kar kitna possisive hai . woh tumko dekte hi goli maar dega
Raghu- koi gaam nahi MS. kaul tumhare naam par fanaa ho jaoga
antara hugged her very tightly . pls Raghu aise mat bolo mein tumhe ek baar kho chuki ho ab dubaara himat nahi hai.
Raghu- ms. kaul chinta mat kar marne se pehle tumhe sab cheez prove kar ke jaoga taki marne ke baad tum mujhe nafrat se nahi pyaar se yaaad karo
antara take tow step back and see his face. hi s face was hard and smile on his lips. antara was very scared as she know ki Raghu ab peeche nahi hatega . ab yeh jaan dega ya us insaan ka jaan le lega jisne mujhe mere papa se door kiya aur mohra banaya Raghu ko. lekin haar dono mein meri hai . dono halat mein Raghu ko khona mujhe hi padega
Raghu- MS. kaul bas mera intezaar karna aa raha ho tumhare us dulhe ko lekar jisko samjhaya tha ki mere pyar ke beech mein mat aana nahi to maar dalo ga lekin woh aaya maut to uski pakki hai
Raghu left the place
At edge of cliff
satya- officer yahan se kahan jaan ahai mujhe koi rasta dikh nahi raha hai
officer- sahib in terrorist ka adda in pahro ke beech mein hi hota
satya- tu hum kiska intezaar kar rahe hai chalo
office- yeh pahar hai inme chalna itna assan nahi hota hame har kadam soch kar rakna hoga . ek galat kadam aur hum gehri khayi mein gir jayege
satya- office jo darr gaya woh marr gaya
satya take the rope and start coming down to the cliff
he was in middle of his way he saw in one edge of mountain Raghu is standing
satya shouted- office zaldi aa yie Raghu yeh raha and he saw office are far away from him
he doubt either they had listen him or not
suddenly satya saw Raghu is cmng towards him with help of rope and within a sec he put handkacheif in his nose and he fainted down.
when officer reach that place he saw no 1 is there even satya was also not there
they all were scared that now DM will kill them
Precap- negotiation with DM