first I like to thank you all of you for giving such a lovely cmnt. I amhappy that u all love my OS. so here is second Part
Part -2
Machmach was little confused and surprised also and he says
Machamch- bahi yani ki yu aur yedi ne , lekin kab kahan, kaise ...
Raghu -given him some strange lik and saya- ab kya tere ko mein flashback mein le jaa kar batao ki kab, kahan aur kaise ...
machmach- nahi bhai mere matlab tha ki kher chodo, waise ab kya karoge . yedi to manegi hi nahi ki geet tumhari aur uski beti hai.
Raghu- usko manae padega. and he says something to machmach
Next Day
antara- mami ishaan kahan hai aaj to function hai dekho hum sab ready ho gaye hai. late ho jayege
mami- nahi hoge koiki Raghu usko le kar chala gaya hai. aur hame pakaya ke saath jaana hai. chalo
antara- mami ishaan Raghu ke saath itna kareeb koi hai. aur Raghu mujhe aur mere family ko chod koi nahi deta
mami- Raghu ne tumse ek vaada kiya tha "ki who tumhari madad hamesha karega tum chaho ya na chaho" aur who wahi vada nibha raha hai.dekh antara ab to kanoon ne bhi use maaf kar ke usko koi saaza nahi diya. usne to DM ke khilaaf jaa kar usko saaza dilayi. yeh sab usne tumhare liye kiya. Jija ji ke saath jo bhi hua who srif ek mohra tha. Aur waise bhi GEET ko uske papa ki zaruurat hai.
antara- mami... nahi mami mere papa ka khatil mere beti ka baap nahi ho sakta. uspar mein Raghu ka parchayi tak nahi parne dogi. waise geet kahan hai mami
machmach enter and says- yeh yedi geet ko mere pass rehne de. ajji ke saath who khel rahi hai. wise bhi function mein jao. geet tumhe disturb kar sakti hai.
antara- lekin ajji ka health aur ajji ko pata bhi nahi hai ki geet ko kab kya chayie.
machmach- ajji ne bhai ko bada kiya hai . use pata hai ki geet ko kab kya chayie hoga. akhir hai to bhai ki baachi
antara given him a angry luked
machmach- mere matlb bhai ki tarah baachi hai na. ajji janti hai. chal late ho jayigi. pakya intezaar kar raha hai
at Function
CM announces ishhan name and asked him to come to the stage
Ishaan-i would like t ta=hank you every one but I would like to share my award with 2 person who r my life and even they are jaan for each other.
CM given him permission to call them
ishaan- didu pls stage par aa jao and pls Raghu bh aap bhi aa jao.
antara was surprised to see that ishaan given so much importance to Raghu.
ishaan- meri didu mere study ke kharce ke liye din raat mehnat karti hai Kashmir taki mein yahan pad sako. bilkul maa ki tarah khayal rakhti hai.
aur Raghu bh bilkul papa ki tarah mera khayal rakh hai. ek baap jo apne baache ke liye karte hai wiase Raghu bh kar rahe hai. exam time pe mere saatah jagna , subah subah mujhe cricket class le jaan. tution chodna. agar mujhe koi problem hai to bin bule usko samaj aa jata hai aur usko solve karta hai. sachmuch Raghu bh ke rehte maine kabhi bhi papa ko miss nahi kiya. thank you Raghu bh for hvng in my life. and he hugged him tightly.
antara was shocked ki jis ishaan ko nafrat karna chayie us ishaan se jise uske papa ko cheena lekin who usko papa ka darza de raha hai.
in the evening at Naik sadan
ishaan- ajji dekho mujhe kitna bada award mila hai and scholarship mila hai 2 saal ka . ab didu ka kuch tension kam hoga
ajji- kush reh mere bacche aur aise hi aggey bado
ajji luked at antara who was busy with geet
ajji- antara tu abhi ruk rahi hai na Mumbai mein
antara- nahi ajji aaj raat ka hi train hai. waise bhi chutti kam mila tha.
ajji- Raghu se mili
antara- ajji pls mujhe maaaf kar do lekin mein usesy nahi mil sakti
ishaan- didi pls mil lo . who bahut accha hai. bhagwan bhi 100 galti maaf kar diye the . usne to anjane mein 1 galti ki thi. waise bhi did geet ki kya galti hai
ajji- haan antara gee tko uske papa se door mat rakho
antara shocked to listen this wording from ajji
ajji- haan antara mujhe pata hai geet Raghu ki ...
antara- nahi geet srif meri beti hai.
Raghu enterd the room and says-tumhe jaana hai to jao ms. kaul lekin geet naik kahin nahi jayigi
antara- raghuuu geet meri beti hai aur geet kaul naam hai uska
Raghu- achha akele paide ki usko. kon sa technique use ki bata
antara- chiii Raghu tum kitne cheap baat kar rahe ho
Raghu- lo tumhi keh rahi ho na ki tumhari akele ki beti hai. maine to kuch kiya hi nahi .us din to tune hi sab kuch kiya. yaad kar hum dono ne kiya tha mil kar
antara- Raghu tum koi meri izzat ka khabra kar rahe ho. yahan ajji , ishaan aur machmach bhi hai
ishaan- didi biology ka student ho. mujhe sab pata hai conversation continue rakho
machmach aur ajji- haan haan batein suru karo koi ki hame bhi sab knowledge hai
Raghu- haan batao yahaan sab bache nahi balki 18 + wale hai
antara - thik hai tu suno kiya hum diono ne lekin paide maine akele kiya . dard maine akele saha
Raghu- lo ab bahgwan nehi tum aurto ko diya yeh sab akele karno ko to mein kya karo. lekin fasal paide karne ke liye beez to maine hi dala
antara- aur bheez dal kar tumhara farz pura hogaya. kabhi haal chaal lene tak aaye. akele choda diya. ek akeli ladki ke liye bacche paide karna itna ashaan hai. duniya walo ki taane suni mein. kaise kaise nazro se log dekte the. lekin tumhe kya . bas aaj haq jama diya aaj geet par
Raghu- come closer to her . wipe her tears and says- haq tu tumpar bhi hai. bas jatana nahi chahta . ms. kaul. aaj bhi Raghu srif tumhare liye jeeta hai. lekin tumhare kareeb aane se darta hai koi ki tumhe taklif mein raghunath naik aaj bhi nahi dekh sakte. tumhe mujhe maaf nahi kar sakti. waada karta hoon tumhare har taklif ko dugna kar ke khusiyon mein badlo ga.
geet- mummy papa ko maaf kar do please.
antara - lekin geet tumhe kisne bataya ki Raghu tumhare papa hai
geet- machmach mamu ne, ishaan mama ne. nani ne., choti nani ne aur ajji ne.
antara mummy- antara ab Raghu ka saath le lo. aur usko maaf kar do. usne ek beta hone ka farz haesha nibhaya. pata hai tumne ishaan ke liye hamare liye jo bhi kharcha bheja ek bhi paise hane use nahi kiya. usne sab apna farz pura kiya jo usne tumse shadi ke waqt tumse kiya tha.
antara was shocked and crying badly.
Raghu come near to her and says- antara will you marry me. dekha sahi English bola na
antara nodded her head and hug him
all says together.
ajj antara ko mukhdra mil hi gaya aur geet bhi puri ho gayi
and they live happily after