all basti was decorated. today is the day when sahib of basti "satya" and antara is getting married
at terrace Raghu and ,machmach
machmach- bahi tum aise kaise kar sakte ho. manta ho yedi ne tumhe maaf nahi kiya hai apne papa ki maut ka. who tumhe katil samjati hai. bhai who sach nahi janti. aur hum sabit bhi nahi kar sakte koi ki aman pata nahi kaha gayab ho gaya hai.
Raghu- machmach mein nahi chahta ki antara gutan bhari zindagi jiye. lekin mein yeh bhi nahi chahta ki who sahib se shadi kare.
machmahc- wahi to bhai kisi aur se karti to mein chup reh jata lekin sahib jiske liye who srif ek challenge hai tumhe harane ke liye. who antara ko kabhi bhi khush nahi rakhe ga
Raghu- machmach tum mere saath doge. mai ke khilaf jaane mein
machmahc- bhai mein tumhe janta ho mai se milne se bhi pehle. mein srif tumhara saath doga
at weeding place
antara was luking very beautiful in green and red combination of wedding dress. but she was not happy.
jis inshaan par who khud se zayada bharso karti hai who uske papa ka khatil hai.aur apne pariwar ka kharcha uttanae ke liye use satya se shadi karni par rahi hai jisko who sabse zayada nafrat karti hai.
mami- antara ek baar fir soch le pandit ji bola rahe hai .mat kar yeh shadi bhag jaa yahan se. mein aur tere mama sab sambhal lege.
antara- nahi mami. mein yeh shadi karna chahti ho
noor- tu yeh shadi srif Raghu ko dard dene ke liye karr rahi hai . tu koi nahi manti Raghu dr sahib ke katil nahi hai usne kaha na use mohra banaya gaya hai . lekin tu tu baat samaj hi nahi rahi hai.
antara- appa chale. pandit ji boola rahe hai
antara and dulha is sitting in mandap. Dm was not happy with marriage but because of satya she has to get ready.
phere khatam hue. magal sutra pehna diya gaya aur maang mein sindoor jaise dulha ne bhara tabhi one sound come" yeh shadi nahi ho sakti"
all people turn towards that sound and DM was shocked to see his own son satya was standing there . he was bleeding badly.
DM- shaeb yeh kya hua tumhe. machamch yeh tumhe kahan mile aur agar yeh yahan par hai to wahan dulha kon hai
all turn towards stage
antara was also shocked .dulha apna sehara hata hai aur antara kehati hai- Raghu
DM- Raghu yeh sab kya hai tumne shadi koi ki aur is ladki se shadi karne ke liye tumne sahib ko maara
machmach- nahi mai bhai ne to apka izzat bachaya.mein aur bhai sahib ko lene hotel jaa rahe the jahan yeh apne dosto ke saath the.
mai jaise hi hum wahan punche dekte hai sahib ko shetty ke gunde utta kar le jaa rahe hai. maine aur bhai ne peecha kiya. tabhi apke ph aay aki pandit ji dulha ko bula raha hai. aap bahut khush thi isliye bhai apko kuch bataya nahi. mein aur baki ladke unke peeche gaye aur bhai yahan aa gaya ki yahan ka situation sambhale.
rashika- haan mai Raghu ne mujhe bataya tha more or less. meaine aur Raghu ne apko batane ki khosish bahut ki lekin aap itne bade bade logo ke beech mein thi apse bat karne ki khoshis ki to apne kaha ke jo baat karni hai shadi ke baad
ajji- haan daya phir jab pandit ji ne dulha ko bhulaya to maine hi Raghu ko kaha ki ghar ki izzat bachne ke liye use dulha bana padega.
machmach dheere se satya ke kaan mein kehta hai- sahib agar tumne mai se kaha ki maine aur baki ladko ne tumhe kidnap kar ke maara hai to yaad rakhna ki mai ke samne hum who saaari baat bata de ge ki tumne London mein kya kiya aur who ladki kaun hai baache ke saath.
satya become puzzle aur kehta hai haan aayi yeh sab sach keh rahe hai.
pandit- mai lekin ab Raghu aur antara hi pati patni hai. inke riti riwaz se shadi hui hai.. ab dulha aur dulhan sabse aaishirwad lege.
Raghu- miss call kaha tha na mein hamesha tumhare saath raho ga. tumhari madad karoga tumhari marzi ho ya nao ho
antara- tumne phir mujhe dhoka diya. mein tumhe apna pati kabhi nahi manogi
Raghu- mat mano lekin tumhein kisi aur ki patni mein banta nahi dekh sakta.
all girls taken antara to that room where they have decorated for Suhag raat.
Raghu was sititng in terrace.
ajji- Raghu jao who tumhara intezaar kar rahi hai
Raghu- nahi ajji . mein uske samne nahi jaa sakta. who mujhe kabhi maaf nahi karegi aur uske samne jaa kar mein use aur taklif nahi de sakta
mami- Raghu use door reh kar tum usko taklif de rahe ho. jao use samay do who tumhe samaj jayigi.
Raghu uth kar jaane lagta hai ki rashika atti hai
Raghu- kaki aaj jo tumne meri madad ki hai uska ehsaan mein kabhi nahi uttar paoga
rashika- Raghu jis din tum antara ke chere par who pehli wali hanshi le aao ge us din sach much tum samaj lene ki mere ehsaan tumne uttar diya
Raghu chala jata hai
machmach aur ajji ek saath rashika ko dekte hai
rashika- who kya hai na more or less mein Raghu ko pasand karti ho lekin jab peechle dino Raghu ki halat dekhi antara ke liye. mein seh nahi paayi aur jab aaj Raghu ne kaha ussey antara se shadi karni hai to mein apne aap ko ruk nahi paayi uske madad karne ko
mein itni bhi buri nahi ho more or less.
part- II @pg 4
part-3@pg 7
part 4 @pg 10
part 5@pg 12
please doont throw chappal on me for writing this bakwas OS
Edited by richurachna - 11 years ago