Aur yeh bhi clear hogaya keh raghu kashmir mein antara kay ghar kay as pas hi tha!!!
Aur wahan aman bhi theek nhn!!!
As raghu said to MachMach keh aman ko thday din tak basti lay jayai ga!!
Toh aman antara ko pehchan jayai ga???
Kia pata woh janta hoga keh antara; Dr.kaul ki beti hai!!!
What do u guys think!???
I m toh hell scared yeh sab soch soch kar!!!