u done awesome job and maintain rank 3
_______________________
guys its only one and haif hrs is remain par intazar hi nahi hota
to baithe baithe mujhe yaad aaya
jab antara raghu ko apane web mein jakad ti hai (lol) ... ok tab wo antara ko khichata hai (haye i m lost)... and wo antara ke haat se kapade phekata hai
usi waqt mujhe laga ki ab raghu use kamar se pakad ke apane aur kareeb khichega...lekin meri to tia tia phiss ho gayi 😔
aap ke saat