raghu: ee miss call sun na...wo kya kehete hain...wo kya kahete hain...ha chal aaj apun log ghat pein chalte hain...😉
antara: kya??ghat pe chalte hain matlab??...mera murder karna hain kya?😡raghu : arey yedi ki yedi hain tu..😡..arey wo jo larka -larki eksath jate hain na bahar khana khane..ab kya kehete hain useyantara: oh ab samajh mein aya....usey ghat nahi date kehete hain...😆...but but...omg..😲tum mujhe date pein kyun le jana chate ho..??😲...kahi akeli larki ka fayda to nahi uthana hain😡raghu: ye misscall apne kide lage dimag ko zara fold kar..😡...yaad rakh main limit ka gunda hoon😎...aur tu kya hain re? ye bhi nahi pata ki ek larka kyun ek larki ko date pe leke jata hain?😳antara: mujhe kya pata..aajtak kisi ne mujhe date pe nahi le gaya...😭raghu: oye ab chikchik bandh kar aur bata jana hain ki nahi..😡antara: haan wo to...😳raghu: arey jaldi bata na time waste kyun karti hain?😡antara : mumy ji se puchke ayun??😳raghu:🤢---------------------------------------------------🤣
man ria just loved it