maine yed code solve kar diya "maya ka tandav hoga"
lagta hai use kaidi ki wife ne koi tandav gurukul shuru kiya hoga aur wahan sara din sab rajkumariyon ko tandav sikhati hogi aur sara din wahan wo rajkumriyan tandav karti hain isliye wo bechara itna dara hua keh raha tha
maya ka tandav hoga😆