DV came in Mehel
Jv-aao aao hum kabse tumhara hi intezaar kar rahe the Kaha the tum subah se
D-Hum dodno kisi jarrori kaam se gaye the
A-Buraa na maano to main pooch sakta hoon kaun saa jaroori kaam
V- Hum kyun buraa manege,Hum Bhaga Rhae the
Dharam looks at veer in shock
V-Ghode bhaga rahe the
Maharaj-Humaare kaid khaane se ek baali shramik bhaaga hain kya tumhe iske baare me kuch pata hai
D-nahi hume kuch nahi pata
A-nahi maharaj ye dono jhoot bol rahe hai inhone hi bhagaya hain use
V-kya tumne hume kaid khaane me dekha😆
A-nahi😆
V-kiad khane ka darvaaja kholte hue dekha😆
A-nahi😆
V-Us kaidi ko bhagaate hue dekha😆
A-nahi😆
V-To phir,Mharaj hume kuch nahi pata
M-Apni aapsi dushmni khatam kijiye aur aise jyaati mamlon ko rajniti me mat laiye
A-jii maharaj
M-jaibhaiya vo kaidi aapke nigrani me tha aur aap use dhudh kar vaapas kaid khaane me daal dijiye
Maharaj leaves Jv n Agni about to leave
V-vaise jaimama aapko nahi lagata ki agar agni ko kaid khane ke darvaaje ke baahar khada hi rehena tha to thoda jimmedar hona chahiye
Jv- kaun kitana jimmedar hain vo hume pata hain aur hum gunhegaar ko khud hi pakadenge
Both leaves
D-kaun kise pakadata hain ye to jald pata chal jaayega
nirviti listening to both dv
V-chalo thoda aaram kar lete hain kal subah uthkar us baali shramik ke saath kaam bhi karna hain
both leaves Nirviti shocked
-------
In room of nirviti
she'z thinking n worried abt veer,Flaskback of Sunanda's words
"kal veer humesha ke liye unke paas chala jaayega aur aapse door ho jaaye ga"
"aapko bhi ye baat pata thi ki ek naa ek din ye hona hi hain jab aapne us shramik ko apni god me lekar kaha tha ki vo aapka beta hain"
"Sunanada"
"aap mera moon to band kar sakati hain lekin jab veer ka khoon baat karega tab,Vo ek shramik hain"
Nirvit- Nahi,main aisa nahi hone doongi Veer ek aryavtrat hain aur rahega,main use shramikon ke paas nahi jaane doongi
-----
In veer's room he'z going to sleep nirviti enters
V-maa
N-Veer tumne dharam ke saath milkar us baali shramik ko bhagaya
V-maa vo
N-main nahi chahti ki tum un shramikon ke yaha jaao tum ye sab...
V-lekin maa main ye sab dharam ke liye kar raha hoon,Bas ek baar hum maharaj ko bata de ki dharam aryanagar ke singhasan par baithane ke kaabil hain Uske baad humaara kaam khatam
N-lekin veer
V-aap hi chahti thi naa ki main dharam ke saath humesha rahoon uska kandha bankar,maa bas do din ki to baat hain uske baad mujhe vahan jaane ki kya jaroorat hain
N-thik hain
--------
Itz morning in room of maharaj maharaj n mharani laughing Dharam enters
M-aao dharam aao,hum bhi tumhaari hi baat kar rahe the
D-kyun ab maine kya kiya
M-dharam jab se tumne ye stambh banaane ki jimmedari li hain tabse hum bahat khus hain,hume lagata hain ki agle do salon me is singhasan ko ek behtar raja milne wala hain
D-nahi pitaji aapse behtar to koi ho hi nahi sakata
Maharani[finaly she gets to speak out😉]- hume lagata hain ki ab inke liye ek rajkumaari dhundh leni chahiye
M-haan
D-phir to ye bahot mushquil kaam hain
Maharani-kyun
D-kyunki apke jaise to koi aur ho hi nahi sakti,kyun pitaji
Maharani- phir bhi agara aapke saamne aise koi ladki aa gayi jo ek nazar me hi tumhara dil jit le to kya karoge
----------
New entry of rajkumaari Sia
Sia-hum rajkumaar Harsh se mangani nahi karenge
Sia's Mom[itz Maya maa😆]- App humaaari baat suniye Rajkumaar harsh ke alaava aap ke liye koi behtar ladka ho hi nahi sakta
Sia-lekin vo vo nahi hain
Mom-vo kaun vo?
Sia-Vo humaare sapno ka rajkumaar jo ek nazar me hi humaara dil jit le aur ye rajkumaar harshh use to hum kabhi mile bhi nahi hain
Mom-isisliye vo aapse milne yaha aa rahe hain,Hum aapki mangani rajkumaar harsh ke saath tay kar chuke hain aur aap humaari baat ka sammaan kijiye aur Harshh ko hi apne sapno ka rajkumaar samjhalijiye
Sia-Huh...Pitaji ko aane do hum unke aane ke baad hi baat karenge
Mom-aap jaanti hain ki jo humne kaha vahi aakhri baat isme aapke pitaji bhi kuch nahi kar sakte
And she leaves
Sia- Mujhe to ye rajkumaar Harshh bilkul sapno ke rajkumaar jaisa nahi lagata, Hey bhagavan ab aap hi hmaari madat humaare rajkumaar ko dhundane me
Dharam showed Smiling
----------------------------
Dv at mandir
D-ye baali shramik kaha hain
V-aata hi hoga mandir ke peeche chupke kaam kar raha hain avsie uska naam Bhimsingh hain maine socha tumhe pata nahi hoga to bata doon
Said veer in masti mood dharam look at him and show him his hand for punch him Jv n Agni enter's
Jv-dekho vo yahi kahi hoga,yahi chupa hain,hume kahi aur jaane ki jaroorat hi nahi padegi
D-ruko pitaaji ne aapko yahan aane ke liye mana kiya hain naa
Jv-haan aur maharaj ne hi hume us baali shramik ko dhudhane kaa aadesh diya hain
A-aur hum yaha se hi shuruaat karange kya pata aage jaana hi na pade
Jv-jaao dhudho use lanba kad aur bhure aankhe hain uski
V-aur lambe baal bhi hain...ye baat to aap batana bhul hi gaye
D-veer agar vo shramik yaha pakada gaya na to hum bhi gaye aur humaara kaam bhi
V-phikar mat karo humaara kaam nahi rukega tum yahi ruko main aata hoon
Veer goes behind mandir by running and jumping and climbing on Bamboos
V-chalo mere saath
Bhimsingh-Kaha
V-chalo
Here Jv-chalo sab aurton aur mardo ko alag alag khada karo aur dekho use
Here veer changed bhimsinghs getup into Gal😆
He came to mandir with him Dharam saw him n came infront of Jv
D-vaise aapko nahi lagata ki aap apna wqat barbaad ka rahe hain
Jv-hume poora yakin hain vo yahi hai
D-hume nahi lagata ki vo aapko yaha mile ga
Meanwhile veer stand bhimsingh behind his mother n sis in ladies line n goes from der
Jv-tum humaara wqat barbaad kar rahe ho
Dharam sees bhimsingh in line and goes back from infront of Jv
Veer came
V-mila kya
A-kuch der ki baat hain,aurton ko jaane don
V-vaise aap dhundh rahe hain,vo yahi kahi chupa hain
A-vo to hum dhundh lenge,tum dono bas bhaagne ki taiyaari karo
Veer going somewhere He saws his Mom both r looking at each other
D-veer yahaan aao
Veer going but he stops and turns back and look at hi mom
D-veer kya hua chalo
-----------
Itz night bhimsingh goes into veer's house
B-to tumne un dono ko mere baare me bataya
Sis-haan ek aap hi the jo ye kaam kar sakte the
B-par tum unki madata kyun karana chahti hon
Veer's Mom-vo use laga ki vo us kaam ki achhi rakam denge
bhimsingh look at one Chabook
Flash back of veer's father when he catch tht chabook of Jv's hand
He get's up n goes near tht habook and took it into the hand
Flashback-"Aaj main yaha par akela khada hoon lekin kal koi aisa aayega jo tum sab ko yaha ek saath khada karega"
Bhimsingh had tears in eyes hw wipes it n put back tht chabook
B-Ab mujhe kisi ki jaroorat nahi hain Humaara koi mseeha nahi hain
Apne dost ki kurbaani ka badala ab main lekar rahoonga,apne saathiyon ke saath milkar aryavraton ki parampara ko khatam kar doonga
N he leaves
Veer's Mom-Pari ne is samrajya ko khatam karne ke liye apne pati ko kho diya apne bache ko apna bachaa kehene ka haq kho diya
Main apne chirag ko khatam nahi kar sakti ab main aur koi kurbaani nahi doongi,aur koi kurbani nahi doongi
---------End of 6th Epi----------
I$hu😛