When Veer was crossing the bridge b/w the aryavrat mahal and the shramiko ka adda and dharam stopped him...then dharam sed that if u cross the line now,u wont b able to come back,humare beech duriya itni badh jayegi ki hum unhe khatam nahin kar payenge.....and then veer sed hum logoko azadi chahiye....
Veer was remebering the moments he had spent with dharam.how both of them used to fool around the place...doing nothing and how they used to say...jab tak dharam veer saath rahenge koi mushkil unhe choo bhi nahin payegi...ðŸ˜
At the same time Dharam in the mahal is reminiscing the old days....thinking abt veer telling to him...tumhe koi achhi ladhki to mil hi jayegi dharam,aur agar na bhi mile to tum kavi ban jana...n then veer teasing him 'samundar ki lehron jaysi shanth'😉😳 n dharm getting angry.n them dharam telling ki tumhe humara samne nahin karna chahiye veer...hum sabse achhe khiladi hain...to which veer said woh isliye kyuki aaj tak tumhara saamna veer se nahin hua🤔ðŸ˜...dharam gets very nostalgic thinking all these...
So dharam and veer ek dusre koh miss kar rahe hain...but haalat aise hain ki unhe apni duties fulfill karni par rahi hain separately....
What do u think?plz do post ur comments....