Maanveer ss:ajnaabi ehsaass
part-19...
Uday'bhai,stop d car...
Jagat car rokta h..
'kya hua chotu?
uday car se bahar nikalta h'bhai kuch bi shi ni ho
rha h.
jagat'mtlb?dekh uday manyata ki jo halat h wo teri
wjh se ni h..smjha tu,use apne uper mt le.
uday shot'keise na lu apne uper bhai,main janta hu
or ki uski halat maine ni ki aisi or kaun janta h.
jagat'or manyata janti h.
uday'manyata to pura such janti h bhai,bt i m dam
sure manyata k sath jo hua h wo ofice me hi hua
h...
Jagat'To ab kya soch rha h?
uday sad'bhai,manyata ko is trh akele chodna mujhe ajeeb lg rha h..
Bhai,uski aankhe,jwan kuch khna cha ri h bt wo bol ni pa ri h.
jagat'hosh me aa uday,kbse itna sochne lga tu,zindgi me haadse hote rhte h uday kuch anjaane me to kuch janbujh k...iska mtlb ye ni ki hm apne liye jeena chod de..
uday'bhai,phle gltiya janbujh k krta tha to saamne wale ka dard ka ehsaas ni hua,lekin aaj jb glti anjaane me hui to bs usi ka dard apni or khich rha h..
Uday sadly'pta ni wo kya soch ri hogi?
manyata thout'aaj uday sir ki sgai h,bhagwan g unka jeewan sathi aisa dena jo hr pal unke pas unke sath ho,wo bhoot bhole h...
uday'aaj jis trh mujhe jo ehsaas hua wo kbi ni hua..
manyata thout'apne ehsaas pe kaabu rkh manyata,ek din tubi thik ho jayegi tb tere liye bi rishta ayega...
tera rajkumar bi ayega,sir ki to rajkumari aagai..
uday fake smile'or usne kha tha bdi party dekhna h use..pr.
manyata thoutWith smile'mera to bdi party dekhne ka sapna bi adhura rh gya...kheir,zindgi kbi to jhumegi phle ki trh...
uday'main agar uski zindgi ko phr se khush kr du to..
jagat'r u mad?keise?wo log tujhe dekhne ko taiyar ni,or tu manyata ko thik krne ki bat kh rha h..
chal ghr...
uday sad hoke beith jata h
(female ver.)
Kisse poochoon
Hai aisa kyun
Bezubaan sa yeh jahaan hai..
(manyata yha wha leti dekhti h masum aankho se...
Wo apne aap ko mjbur smjh ri h)
(male)
Khushi ke pal..kahan dhoondhoon
Benishaan sa waqt hi yahan hai..
(uday car me sadly beitha h,or wo lamhd yad krta h jb manyata ki takker uday ki car se hoti h or manyta uday ki bahao me hoti h to wo bolti h sir mujhe bcha lijiye)
'jaane kitne lub pe giley hai
Zindagi se kai faasley hai
Ussey jeete hai sapne kyun aankhon mein
Lakeerein chootey jab inn haathon se
Bewajah
Jo bheji thi duaa..woh jaake aasmaan..
(both sad,manyata remembered jo wo hsti thi,bolti thi or jo uske sath hua,uday also remember manyata's glowng,happines se bhara chahra)
Se yoon takra gayi
Ke aa gayi hai laut ke sadaa
Jo bheji thi duaa..woh jaake aasmaan..,''
(famale)
Saanson ne kaha rookh modh liya
Koi raah nazar mein na aaye
Dhadhkan ne kaha dil chodh diya
Kahan chodey inn jismon ke saaye...
(manyata uthane ki koshish krti h bt wo ni uth pa ri h,wo usi me gir jati h,tb use uday sambhalta h..
Wo uday ko dekhti h to rone lgti h,nd wo internaly bolti h 'aa..aa..to uday wipes hr tears..nd said'don't try aapke gle me abi gaav h..
bt suddn manyata dekhti h wo uday ni ek nurse h,manyata phr yha wha dekhne lgti h..)
(male)
Yahi baar baar sochta hoon
Tanha main yahan
Mere saath saath chal raha hai...
(uday sir neeche krke beitha h,jeise hi wo sir uper krta h wo suddn jagat ko car rokne k liye khta h or car ko break lga deta h,use lga manyata khadi h,bt wha koi ni hota)...
Yaadon ka dhuaan
Jo bheji thi duaa..woh jaake aasmaan..
Se yoon takra gayi
Ke aa gayi hai laut ke sadaa
Jo bheji thi duaa..woh jaake aasmaan..
(uday c on the road ki uski car k pas ek handycap ldki apne ishaaro se unki car me se hath aage krke bheekh maang ri h,uday use dekh k or udas ho jata h..)
Se yoon takra gayi
Ke aa gayi hai laut ke sadaa
Jo bheji thi duaa..woh jaake aasmaan..
Jo bheji thi duaa..
Bheji thi dua..
Bheji thi dua..
Bheji thi dua..
Bheji thi dua..
Jagat car roke rkhta h'mujhe lgta h glt ho rha h..
uday'kya bhai?
jagat car se nikal jata h.
uday'kya hua?
jagat smile'tu manyata k pas ja,or tujhe jo shi lge wo kr...
main ni rokuga...tera hsta hua chahra mujhe pasnd h,rota hua ni...
Uday smile krta h'thanku bhai.
jagat'bhai bad me hu,dost phle hu,ghr me main sambhal lunga..tu ja.
uday car se nikal jagat ko hug krta h.
nd wo smile hsta hua chala jata h...
precap-uday manyata ko apne ghr lejata h.
pari