Originally posted by: Iron78Iron
Qwrty, maan ja beedu😆 Langda aaya to swad aaya warna khanne main kya mazza aaya 😆
Aap jo bhi hain Loha ji - aap ka swaagat hai! From Gauri's welcome I can see you are not as new as you seem to be 😉 lekin hamaarey liye aap abhi ek ajnabee dost ban gaye - langde ki badaulat 😃