Langda = blue👍🏼
Haphoooossss = munh kala🤢
Originally posted by: qwertyesque
Rakhiye is langde ko app key paas
bilkul sahi farmaya...aap ko kabhi naseeb bhi hoga Lanagda, chhod doh yeh aas
lule langdo se hume kya kaam
akal sey paidal haphooossss key diwano ka kareyngey hum kaam tamam😉
aise langde bikte hai chauraahon par
itney log jo chahtey hain issey iss liye hai yeh hashre
phuti kaudiyon key daam
langda paaney ki deewangi ki hadd yeh hai ki koi bhi daam lagey hai benaam
Aam ki shaan hai alphonso ka naam
abb toh aap uter aaye karney "aam" ka hee naam tamaam😡
Kahe ruh Ghalib ki, afsos, key mila nahi hamein aur time lngda khaney kaa
jo iss langde ki badhawaasi ka alamka khwaab dekhney lagey yeh haphoossss key sanam
agar alphonso mila hota toh hum hote shayar aur bhi lajawaab..😆
itna bardaasht ker liya abb bhool jao yeh bhi khwaab
Alphonso rocks.........😊
kyunki chakhtey hee pheynk diya hum ney ussey patthron per
Langdey sey chala takkar leney...pehley kas ker aaye apni kamar😛
😆😆😆 abb jab langda add hua iss kavita mein, tab jaa ker aayi thodi mitthaas
nahi toh aap sab feeka alphonso kha rahey thhey haldiraam key rasgullon key saath😆