Hi frnds ,😛
This is my first poem on cid
Hope u like it😆
CID ne kar diya ye kaisa kamaal👏
Ki pure kar dale isne apne pandrah saal🥳
CID😊 ka jaadu kuchh aisa asar kar gaya
Ki sabke dilon par chha gaye ❤️acp,abhijit aur daya❤️
😃Fredie ke jokes hame khoob hasaate hain
Aur Dr.Salunke to murdon se v sach ugalwate hain😛.
😊Sachin ki smartness aur Nikhil ki wafadari
Padti hai muzrimon ki har chaal per bhaari😉
Rajat thoda 😡 hyper but vineet kafi cool😎 hai
Aur Pankaj ki harkaten kahti hai wo ek fool hai.😃
Suraj ki theek lagati nahi intention😲
😕Dene aaya hai wo cid ko tension.
Purvi aur Shreya v to cid ki shaan hain👍🏼
😛Sach kahoon to dono naari shakti ki pehchaan hain.
⭐️Abhijit ko impress karti hai Dr.Tarika ki beaut🤪y
Par jaan se v pyaari hai use apni duty.👏
😆Hammer se v jyada powerful Daya ka thappad hai
Aur ACP ko har pal ye lagta hai ' kuch to gadbad hai.'😕
Par jaane bureau me tab kyun sannata chha jata hai
Jab DCP Chittrole aakar apni ungli ghumata hai.
😊CID ne ab tak solve kiye hain itne mistry
Ki ab to ban chuki hai unki khud ki ek history.👍🏼
⭐️Har shaam jaise suraj dhalta hai, dhalta rahe
Hamari dua hai cid ka safar bas yuhin chalta rahe.🤗
292