Page
of
1Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 29 Aug 2025 EDT
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 30 Aug 2025 EDT
MAIRAs SCHOOL 29.8
MAIRA KNOWS 30.8
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 30th Aug 2025 - WKV
Aneet and Ahaan on the cover of THR!!
Param Sundari opens well
Throw back! When katrina did not take 'gentle' gently from Shah!
Monsoon Magic Micro-fiction Contest Felicitation Ceremony
Deepika Ranveer At Ambani Ganpati Festival
Anupamaa 29 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Cannot decide who is most annoying
Bullying in the first week?
Nazar laga hua anda mein nahi khaata
Ijja-jjat hai
Trailer - Do You Wanna Partner - Tamannaah Bhatia Diana Penty
Unseen bollywood pics
Queen 2 Tanu Weds Manu 3 Get Rolling
Amaal has a message for his Phansss 😇
Anupamaa completes FIVE Years !! Fifth Anniversary Celebrations
Chaar paise kya mile Kya mile bhai kya mile Khud ko samajh baithe khuda Woh khuda hi jaane ab hoga tera anjaam kya Kahe paise pe Kahe paise pe itna guroor kare hain Kahe paise pe itna guroor kare hain Yehi paisa to Yehi paisa to apno se door kare hain Door kare hain Kahe paise pe itna guroor kare hain Guroor kare hain Sone chaandi ke Unche mehalo mein Dard zyada hai, chain thoda hai Dard zyada hai, chain thoda hai Is zamane mein, paise walon ne Pyaar cheena hai, dil ko toda hai Pyaar cheena hai, dil ko toda hai Paise ki ehmiyat ko inkaar nahi hai Paisa hi magar sab kuch sarkaar nahi hai In ka insaan hai, paisa paisa hai Dil humara bhi tere jaisa hai Hai bhala paisa to bura bhi hai Yeh zeher bhi hai, yeh nasha bhi hai Yeh zeher bhi hai, yeh nasha bhi hai Yeh nasha koyi Yeh nasha koyi dhoka zuroor kare hain Yehi paisa to haan Yehi paisa to apno se door kare hain Door kare hain Kahe paise pe itna guroor kare hain Guroor kare hain Arre chale kahan Yeh paison se kya kya tum yahan khreedoge Dil khreedoge ya ke jaan khreedoge Bazaaron mein pyaar kahan bikta hai Dukaanon pe yaar kahan bikta hai Phool bik jaate hai Khushboo bikti nahi Jism bik jaate hain Rooh bikti nahi Chain bikta nahi Khwaab bikte nahi Dil ke armaan betaab bikte nahi Arre paise se kya kya tum yahan khreedoge Dil khreedoge ya ke jaan khreedoge Yeh in hawaon ka mol Kya doge Un ghataon ka mol Kya doge Arre in zameenon ka mol ho shayad Aasmanon ka mol, kya doge Yeh in hawaon ka mol Kya doge Un ghataon ka mol Kya doge Arre in zameenon ka mol ho shayad Aasmanon ka mol, kya doge Paas paisa hai to hai yeh duniya haseen Duniya haseen Ho zaroorat se zyada to iman-o-yaqeen Iman-o-yaqeen Yeh dimago mein Yeh dimaago mein kasoor kare hain Yehi paisa to Yehi paisa to apno se door kare hain Door kare hain Kahe paise pe itna guroor kare hain Guroor kare hain ............................................. this is what all about money.... samajhgaye na??? |
I think Now a days MONEY is imp factor of happiness...............Everybody need money...without money nobody can live.😊......but we cant buy happiness with money...its all depend upon each persons mentality, some people never happy with money , some people happy without money also....Happiness is a gust...wo aate hey chale jaate hey....Humans default feel is Sadness...so Money is only one factor of happiness n sadness..😊