mazak uda rahe ho aap meri??😆😆😆...i knw mai filmy hun iska ye mtlab thodi he ki aap mazak uda rahe ho😆😆😳
kyun jee ..... Laila majnu ki tarah Majnu kyun nahi ? Heer Ranjha ki tarah Ranjha kyun nahi
saleem anar kali ki tarah saleem kyun nahi ? 😆😆😆😆😆
aap ke liye tho woh kuch bhi banne ko tayyar hai jee.... rahul ya raj .... aur dance pe chance bhi maarega 🤣