ruke ya na ruke Kea farq Perta ha kub se Uske sath ha yeh to bus aditya ka pain dekhana ha bus 😆Originally posted by: Midnight_moon
Kya patha Seedha jaakar Aryan ke pass rukega ya nahi???
Wase bhi makers aditya se revenge le rahain hain kabhi age kabhi kuch to ziada expectations rakhna galat he ha 😆