mujhe bus apno keyliye kuch kar ke acha feel hota hai.. samne wala beshak reply na bhe de, lekin jab koi eysi baat dekhta bhe nahi to mujhe dukh hota hai..
or love you bhai.. Ap ne kabhe eysa feel hone he nahi diya..
main ne 2 din pehle bhe kaha tha ke Ap ko kadar karni ati hai..
wo jo post hai os ke kuch he SS hain. warna main ne tab bohot mehnat kar ke likha tha wo.. or na jane kahan kahan se SS la kar os me post kiye they.. Ap ne read kar liya tha wohi kafi hai..
chahte to ignore kar sakte they lekin Ap ne kabhe ye dukh nhi diya muhe...❤️


955