Or dosri baat mei bhe Ap right ho,
u know kuch saal pehle mere dost ne kaha tum america america karte ho kya tumhain maloom hai wo country wohi hai jahan larkiyon ko sab se zeyada rape kiya jata hai,?
Or main ansar ahmad jis ko kwolge hai duniya jahan ka mujhe itna bhe nahi pata tha ke USA number 1 hai jahan females ko rape kiya jata hai...
U know bhai reason,?
Bollywood to aaj bhe bollywood hai , hollywood kya hai Ap jante ho na... feb 14th 1 pyaar ka din hai, mujhe pasand nahi wo din magar pyaar ka to hai na, eysa logon ko lagta hai, lol ,,, or os pyaar ke din pe kesi movies ati hain,? Jis main pyaar nahi just sex dikhaya jata hai,
abhe har insaan wesa nahi hota.. wo log jab screen pe wo sab dekhte hain na to yaar wo phir apni gandi soch ko pura karne keyliye eyse ulte kaam karte hain, isi liye USA top pe hai :P
Indonesia itna piche kiyon hai,? Wahan larke nahi,? Kya on ko sex karna nahi aata. Loool.
Baat ye hai ke wahan na larkyion ko kafi freedom hai, kuch kuch lagta hai ke UK, US wala mahol hai wahan, open hai log, Magar wo log is mamle main ache hain. On ki movies kafi haad tak saaf hoti hain, is liye wahan larkiyon ko rape nahi kiya jata :)
or koi mane ya na mane ye movies se bohot fark parta hai... agr 1 movie se zeyada nahi 10 larke bhe kharab hon to to galat to hova na,!
is ka matlab ye nahi ke Ap ko kuch nahi pata ya mujhe kuch nahi pata, but hamain in chezon se farak he nahi parta,. main mazakh main kuch bhe bol deta hooon, magar mera khud pe inta control hai ke kiss bhe dekh loon to mujhe kuch feel nahi hota, reason? main ne khud ko wesa bana liya ab main wesa he rahon ga,
931