DRASHTI DEEWANE #26 EYES THT R GATEWAY TO D SOUL Continued to # 27 - Page 54

Created

Last reply

Replies

1k

Views

29.5k

Users

6

Likes

541

Frequent Posters

renjini263 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 11 years ago
Hey hey, chalo na
Dhoondhein shehar naya
Jahaan muskurahatein hain bikhri
jahaan se gham ka mausam gaya
Jahaan meethi baatein, har ik ajnabi se ho
Bhule hum bhi jo saari fikrein
Lamha lamha khushiyan bikhrein
Idhar udhar aur yahaan-wahaan
Jayein wahin, dil kahe jahaan
Baby baby baby...

Kab tak giney, hum dhadkane
Dil jaise dhadke dhadakne do
Kyun hai koi aag dabi
Shola jo bhadke bhadakne do

Hey hey..!, chalo na
Gaaye naye naye geet
Khel aisa kyun na koi khele, jisme sabhi ki ho jeet
Inn dino phool aur taare, koi bhi dekhta nahin
Dekhe unko deewane hoke, koi kitna bhi humko toke
Khuli hawa ho khula samaa
Jaage hue ho sab armaan
Baby baby baby...

Kab tak giney, hum dhadkane
Dil jaise dhadke dhadakne do
Kyun hai koi aag dabi
Shola jo bhadke bhadakne do

Humse dil ne kahin jo baatein, aao maan le
Jis pe chalta nahin hai koi raah woh chalein
Thodi aawargi ho, thodi thodi madhoshiyan ho baby
Hum ho tum ho, baby tell me

Kab tak giney, hum dhadkane
Dil jaise dhadke dhadakne do
Kyun hai koi aag dabi
Shola jo bhadke bhadakne do
Kab tak giney, hum dhadkane
Dil jaise dhadke dhadakne do
Kyun hai koi aag dabi
Shola jo bhadke bhadakne do

Kab tak giney, hum dhadkane
Dil jaise dhadke dhadakne do
Kyun hai koi aag dabi
Shola jo bhadke bhadakne do

renjini263 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 11 years ago
Paint it..

oo.. ch aaa..ch
Take the world and paint it red
oo.. aaa.. paint it red

Ek Junoon ek deewanagi
Har taraf, har taraf
Bekhudi bekhudi bekhudi
Har taraf, har taraf
Kahe halke halke
Yeh rang chhalke chhalke
Jo qisse hai kal ke bhula de tu

Koi haule haule
Mere dil se bole
Kisi ka toh ho le
chal jaane de koi jaadu

ooo.. aa..
Take the world and paint it red
Ooo.. aa..
Paint it red.. (x2)

Ek junoon, ek deewanagi
Har taraf, har taraf
Bekhudi bekhudi bekhudi
Har taraf, har taraf

Yeh pal jo bharpoor hai
Jo nashe mein choor hai
Iss pal ke daaman mein hai madhoshiyan
Ab toh ye andaaz hai
Haathon haathon saaz hai
Aawazon mein ghulti hain
Jo ranginiyan

Kahe halke halke
Yeh rang chalke chalke
Jo kisse hain kal ke bhula de tu
Koi haule haule
Mere dil se bole
Kisi ka toh ho le
Chal jane de koi jadu

Ooh..Aah..
Take the world and paint it red
Ooh..Aah.. Paint it red (x2)
Ooh.. aah..
Ooh.. aah..
Sab zanjeerain tod ke
Sare uljan chod ke
Hum hai dil hai
Aur hai aawargi
Kuch din se hum log
Aaata hai sab ko nazar
Aaya hai jo daur hai awaargi

Kahe halke halke
Yeh rang jalke jalke
Jo kisse hai kal ke
Bhula de tu
Koi haule haule
Mere dilse bhole
Kisi ka toh ho le
Chal jane de koi jadu

Ooh..Aah..
Take the world and paint it red
Ooh..Aah.. Paint it red...

renjini263 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 11 years ago
Ude, khule aasaman mein khwabon ke parindey
Ude, dil ke jahaan main khaabon ke parinday
Oho, kya pata, jaayenge kahaan
Khule hain jo pal, kahe yeh nazar
Lagta hai ab hai jaage hum
Fiqrein jo thi, peechhe reh gayi
Nikle unse aage hum
Hawa mein beh rahi hai zindagi
Yeh hum se keh rahi hai zindagi
Oho, ab toh, jo bhi ho so ho

Ude, khule aasaman mein khwabon ke parindey
Ude, dil ke jahaan main khwabon ke parindey
Oho, kya pata, jayenge kahaan
Kisi ne chhua toh yeh hua
Phirte hain mehake mehake hum
Khoyi hain kahin baatein nayi
Jab hain aise behake hum
Hua hai yun ke dil pighal gaye
Bas ek pal mein hum badal gaye
Oho, ab toh, jo bhi ho so ho

Roshni mili
Ab raah mein hai ik dilkashi si barsi
Har khusi mili
Ab zindagi pe hai zindagi si barsi
Ab jeena hum ne seekha hai

Yaad rahe kal, aaya tha woh pal
Jisme jaadoo aisa tha
Hum ho gaye jaise naye
Woh pal jaane kaisa tha
Kahe yeh dil ke jaa udhar bhi tu
Jahaan bhi leke jaaye aarzoo
Oho, ab toh...
Jo bhi ho so ho
Jo bhi ho so ho
Ude..
Jo bhi ho so ho
Ude...
Jo bhi ho so ho

renjini263 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 11 years ago
[Seorita]
Quien eres tu? (Who are you?)
Donde has estado? (where have you been?)
He removido cielo y tierra y no te encontre
(I moved heaven and earth and not find you)

Y llegas hoy (but you arrive today)
Tan de repente (So suddenly)
Y das sentido a toda mi vida con tu querer
(and give meaning to my life with your love)

[Farhan Akhtar]
Na main samjha, na main jaana
Jo bhi tumne mujhse kahaa hai Senorita
Magar phir bhi, na jaane kyun
Mujhe sunke, accha laga hai senorita

[Seorita]
No desvies la mirada (do not look away)
Quedate cerca de mi (stay close to me)

[Abhay]
Mujhko baahon mein tum ghero
Samjhi na senorita

[chorus]
Chaahat ke do pal bhi, mil paaye
Duniya mein yeh bhi kam hai kya
Do pal ko toh aao kho jaaye
Bhoole hum hota gham hai kya senorita
Suno suno senorita kehte hain hum kya

[Seorita]
Jamas podre (i will never)
Interpretar (understand)
El sentido de las palabras que me dedicas
(the meaning of the words you dedicate to me)

[Seorita]
Pero el calor (but the warmth)
De tu mirar (of your gaze)
Me hace sentir como la mas bella senorita
(Makes me like the most beautiful miss)

[Hrithik]
Nighaahon ne nighaahon se
Kahi armaano ki daastan hai senorita
Yeh chaahat ki, mohabbat ki
Saari duniya mein ek hi zubaan hai senorita

[Abhay Deol]
Mujhse ab nazar na phero, aao paas tum mere

[Hrithik - Abhay]
Mujhko baahon mein tum ghero
Samjhi na Senorita

[chorus]
Chaahat ke do pal bhi, mil paaye
Duniya mein yeh bhi kum hai kya
Do pal ko toh aao kho jaaye
Bhoole hum hota gumm hai kya senorita
Suno suno senorita kehte hain hum kya

[Farhan]
Jo bhi pal beeta
Hey senorita
Har pal tumne hai dil jeeta
Bus itni si toh baat hai

[Seorita]
No desvies la mirada (don't look away)
Quedate cerca de mi (stay close to me)

[Hrithik]
Mujhko baahon mein tum ghero
Samjhi na senorita

[chorus]
Chaahat ke do pal bhi, mil paaye
Duniya mein yeh bhi kum hai kya
Do pal ko toh aao kho jaaye
Bhoole hum hota gham hai kya
Chaahat ke do pal bhi, mil paaye
Duniya mein yeh bhi kum hai kya
Do pal ko toh aao kho jaaye
Bhoole hum hota gham hai kya

renjini263 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 11 years ago
Der lagi lekin
Maine ab hai jeena seekh liya
Jaise bhi ho'n din
Maine ab hai jeena seekh liya
Ab maine...
Yeh jaana hai, khushi hai kya, gham kya..
Dono hi, do pal ki hai ruttein
Na yeh thehre na ruke
Zindagi do rangon se bane
Ab roothe, ab maane
Yehi toh hai, yehi toh hai, yahaan

Der lagi lekin
Maine ab hai jeena seekh liya
Aansuo'n ke bin
Maine ab hai jeena seekh liya
Ab maine...
Yeh jaana hai kise kahoon apna
Hai koi, jo yeh mujh se keh gaya
Yeh kahaan tu reh gaya
Zindagi toh hai jaise kaarvan
Tu hai tanha kab yahaan
Sabhi toh hai, sabhi toh hai yahaan

Koi sunaaye joh hasti muskurati kahani
Kehta hai dil, main bhi sunu
Aansu bhi moti ho jo kisi ke nishani
Kehta hai dil, main bhi chunu
Baahein dil ki ho baahon mein chalta
Chalun yunhi raahon mein
Bus yunhi, ab yahaan, kab wahaan

Der lagi lekin
Maine ab hai jeena seekh liya
Aansuon ke bin
Maine ab hai jeena seekh liya

Hai koi, jo yeh mujhse keh gaya
Yeh kahaan tu reh gaya
Zindagi, toh hai jaise kaarvan
Tu hai tanha kab yahaan
Sabhi toh hai, sabhi toh hai yahaan
(sabhi toh hai, sabhi toh hai yahaan)
renjini263 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 11 years ago
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni

Jo bhi badali dil ki taal hai, ahaa..
Yunhi hi aaya ek khayal hai, ahaa..
Paate hum hai zindagi ik baar
Kyun na kare khulke hum isko pyaar
Jaane kiska hai hamein intezar
Ke zindagi yehi hai aur yehi
Jo bhi kal tak bus aarzo, ahaa
Woh hi paa gaye hain main aur tu, ahaa..

Thaame hum haathon mein yunhi haath
Shehar bhar mein ghoomenge saath saath
Saare saare din saari saari raat
Baras rahi hai ik khushi har kahin

Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni

Naye naye sapne jo bunn sakey
Ussi zindagi ko kahoon zindagi
Naye naye rasste jo chun sakein
Ussi zindagi ko kahoon zindagi
Har pal machalti ho jhoom ke chalti ho woh hai zindagi

Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni

Paate hum hai zindagi ek baar
Kyun na kare khulke hum isko pyar
Jaane kiska hai hamein intezar
Ke zindagi yehi hai aur yehi
lyrics found on: http://www.lyricsmint.com/2011/06/sooraj-ki-baanon-mein-zindagi-na-milegi.html
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki, ab hai yeh
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni

renjini263 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 11 years ago
Oh malang hua dil ye mera
Hey!
Mast malang hua dil ye mera
hey!
Ishq fiqar da chhadde balla
Mauj kar baahon ke jhalla
Jee ve

Ishq me bilna ya ho ya faqeeri
Maange sab ki khair ...
Jee ve

Gira deewane laga lalkare
Ishq di masty de vich sovey te jaage

Dhunki Dhunki Dhunki laage
Dhunki Dhunki Dhunki laage
Dhunki Dhunki Dhunki laage

Oh Dhunki laage re
Dhunki Dhunki Dhunki laage
Oh Dhunki laage re

Tu hawa paani aag hai
Tu daga daani daag hai
Jo bhi chaave tu woh ban jaave

Hai fanaa mera dil khuda
Hai khuda kab mujhse judaa
khudko dhoonde toh isko paave re

Gira deewane laga lalkare
Ishq di masty de vich sovey te jaage

[Dhunki Dhunki Dhunki laage
Dhunki Dhunki Dhunki laage]

Dhunki Dhunki Dhunki laage
Dhunki Dhunki Dhunki laage [laage re]

Oh malang hua dil ye mera
Hey!
Mast malang hua dil ye mera
hey!
Oh malang hua dil ye mera
Hey!
Mast malang hua dil ye mera
hey!

renjini263 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 11 years ago
[Ali Zafar]
haa haa ye!
sar ghoome chakkar khaye
dil dil se takkar khaye
are main khoya ke tu kho gayaaa...
aaye re haaye

[Chorus]
Dhoom taang dhan dagad daang...

[Ali Zafar]
sar ghoome chakkar khaye
dil dil se takkar khaye
are main khoya ke tu kho gayaaa...

[Chorus]
Dhoom taang dhan dagad daang...

[Ali Zafar]
sar ghoome chakkar khaye
dil dil se takkar khaye
are main khoya ke tu kho gayaaa...

Jo hai na dikhta jaaye
jo hai wo dikh na paaye
are aankhon ko ye kya ho gaya
bin chaabi khul jaaye masti ka tala
chhori laage joru, jora lage sala

panghat pe nache
panghat pe nache, nache re nache madhubala [x3 times.]

[Chorus + Ali Zafar]
Dhoom taang dhan dagad daang...

[Shweta Pandit]
Haan! dil ke chhakke chhote chhokre
latke jhatko'n se ab naa rok re
ho... tu tto naino me mere chha raha
Chhutti tujhko tu chahe jo kare

[Ali Zafar]
ab akal akeli bhatke re
Dil sadak sadak sar patke re
dil baar baar hi tujhpe atke re bariya [x2times]

[Ali Zafar]
Dil ne chahat ka sikka aisa uchhala
Sab gaalo pe laage mujh ko til kala
panghat pe nache,
panghat pe nache, nache re nache madhubala
panghat pe nache, nache re nache madhubala

[Chorus]
Dhoom taang dhan dagad daang...

[Ali Zafar]
Are thak gaye kya, are bhaiya UP aaye aur
sala dhol nahi baja tto kya khaak UP aaye

[Some Desi Vocals]
Are O bhaiya raja bajega tera baaja
banega dulha raja
Tu aaja leke aaja piya

[Ali Zafar]
O.. bin chaabi khul jaaye masti ka tala
chhori laage joru jora lage sala
panghat pe nache
panghat pe nache, nache re nache madhubala
panghat pe nache, nache re nache madhubala..[3 more times]

Madhubala... Madhubala...

renjini263 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 11 years ago
Aaj ki farmaish Billu Munni aur Shamp ki Raampur Meerut aur Itava se, sangeet hai Sohail Sen ka, bol hain Dr. Irshad Kamil ke, pesh karte hain, har aashiq ke dil ko kuredane wala gaana, kaisa ye ishq hai, ajab sa risk hai.

koi bole dariya hai [kaisa, kaisa hai isq]
koi maane sehra hai [kaisa, kaisa hai isq]
koi sone sa tole re
koi maati sa bole re
koi bole ke chandi ka hai chhura
hota aise ye mauke pe
roka jaaye na roke se
achha hota hai, hota ye bura
kaisa ye isq hai ai ai... ajab sa risk hai..
kaisa ye isq hai ai ai... ajab sa risk hai..
ajab sa risk hai..

kaisa ye ishq hai
kaisa ye ishq hai
kaisa ye ishq hai

musqilon mein ye daale
jo bhi chahe kara le
badle ye dilo'n ke faisle
mann ka mauji isq to ji
albeli si raho'n pe le chale [x2 times]

koi peechhe na aage hai
phir bhi jaane kyun bhaage hai
maare ishqe ka ishqe ka dil mera
isqe uske ye hisse mein
tere mere ye qisse mein
maula seekhe bin seekhe bin de sikha
kaisa ye isq hai, ajab sa risk hai
kaisa ye isq hai, ajab sa risk hai

ga ga ga ga ga ma ga
ga ga ga ga ga ma ga
ga ga ga ga ga ma ga re sa re dha ni

naina laage to jaage
bina dori ya dhaage
bandhte hain do naina khwaab se
na ata ho na pata ho
kore naino mein koi aa base [x2 times]

iska uska na iska hai
jaane kitna hai kiska hai
kaisi bhaasa mein bhasa mein hai likha
iske uske ye hisse mein
tere mere ye kisse mein
maula seekhe bin seekhe bin de sikha
kaisa ye isq hai, ajab sa risk hai..
kaisa ye isq hai, ajab sa risk hai..
kaisa ye isq hai, ajab sa risk hai..
kaisa ye isq hai, ajab sa risk hai..
renjini263 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 11 years ago
Nain katari aisi maari
Tan man sulga aa...
Tadpan bhaari
Ishq lahoo ka jab dil se utre ai ai...
Dheere Dheere chadhe khumari

Khali jaaye na tera waar
ho.. Khali jaaye na tera waar
Naino se karti hai shikar
Tu do dhari talwar yaaar
Tu do dhari talwar yaaar

Kaate toh karde rang daar
Tu do dhari talwar yaaar
Tu do dhari talwar yaaar
Tu tto thodi mithi thodi si hai zehereelee re
Jaise garmi ki ho tapti si dupahari re

Haule se tu kare dil pe halla re
Ho...teri taarife karta mohalla re

Zaalim hai tera har singaar
Haa..naino se Karti hai tu shikaar
Tu do dhari talwar yaaar
Tu Do Dhari Talwar Yaaar

Ho baar baar tera naksh naksh
ho Raksh Raksh mein Jalwaa tu dikhaaja
Aa ja ja..

Ho baar baar tera naksh naksh
Ho Raksh Raksh mein Jalwaa tu dikhaaja
Ho aaja aaja Mohabbat ki tu Whisky pila

Dede chahat ka tu sila
Aa ja Aa ja...
Aa ja Aa ja...

Ho Naa Juda khat mein toh lakhon gira doon
Saare arsh wale dharti pe laa doon
Main hoon husan mujhse bach ke hi rehna
Main hi muqaddar Bana doon, mita doon
Tu Kar naa mana mujhe apna banna
Abb aise tamashaa banna na
Teri minnat karoon, Teri khatir maroon
Teri darr ke siwa Na thikaana
Tu tto thodi meethi Thodi si hai zeherili re
Jaise garmi ki ho tapti si dupahari re

Haule se kare dil pe tu halla re
Ho teri taarife karta Mohalla re
Ho baatien hai meri hathiyar
Hayye naino se Karti hoon shikaar
Main do dhari talwaar yaar
Main do dhari Talwaar yaar

Ha..chahat Badi meri mehangi padegi
Naagin nazar yaara jab jab ladegi
Jee na sakoge to mar na sakoge
Banke zehar yun mohabbat chadhegi

Teri hasrat hui meri aafat huyi
Tere bin hoga ab naa guzaara
Tere saare sitam, tere sare zulam
Kandi handi mujhe hai gawara
Tu toh thodi meeti thodi si hai zeherili re
Jaise germi ki ho tapti duphari re
Haule se kere dil pe tu halla re
Ho teri taarife karta Mohaalla re

Ho rehne de tu yeh iqraar
Haye naino ka Karti hoon shikaar
Main do dhari Talwaar yaar
Oho Main do dhari talwaar yaar
Oho tu do dhari talwaar yaaar
Oho Tu do dhari talwaar yaaar

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".