Ap sab ko pata hai Pc kya hai??
nahi pata to suno PC persnal computer ko kehte hain🤣
Ap ke keyboard pe almost 100+ buttons hain lekin ap sun ke heran hoge ke PC kisi bhe button ko nahi samjhta😆 matab Ap A pres karte ho to Computer ko nahi pata wo kya hai😆 PC just just just 0 or 1 ko samjhta hai or kisi bhe chez ko nahi, just 0 1,
to abhe ap soch rahe hoge ke A ya koi or word likha kese jata hai😆
to ye code hote hain, jis ko hum machine code keh sakte hain, ager HUM A press karte hain to os pe jo code laga hoga os ka signal processor main jata hai or wo btata hai ke wo kya hai, isi tarhan baki speling or buttons bhe,, for ex jese Ap IF pe apna ID open karne se pehle pass likhte ho, to enter karte ho to profile a jati hai isi tarhan har button pe ak code hai ap os ko press karte ho to processor os ka jawab deta hai😆 wo code kuch is tarhan se hote hain (001000001111101001010) same yehi nahi lekin isi tarhan ke,,, to just buttuns he nahi, PC main har chez eyse he work karti hai😆 har softwere har chez, is se zeyda ap na he samjhna coz mere sar main dard shoro ho geya tha par samjh nahi aya tha🤣🤣 PC nahi ye jin hai😆
abhe 1 Q mere mind main aya tha os ko solve karna hai, hmm ke PC 1024 ki zuban ki samjhta hai 1000 kio nahi matlab ke PC se jo bhe chez lag sakti hai, jese RAM, hard, mobile, memrory card,, on sab ka KB, MB< GB,TB, 1024 pe kio pura hota hai, 1000 pe kio nahi😆
1024 Kb hon to 1 MB banta hai 1024 MB hon to 1 GB,, 1024 GB hon to 1 TB ,😆 1000 pe pura kio nahi hota😆 i think is liye mujhe or piche jana parega KB se pehle bytes bit ye sab in ka medical karna parega🤣🤣
next time eysi info doon ga i m sure kisi ko nahi pata hoga😳 maybe pata ho😔
1000 Pe pura isiliye nhi hota kyunki PC ko sirf binary samjh ata hai jo apne upar likha 😆 sab kuch measure hotey hai 2 ke power se like 2 power 0 is 1, 2 power 1 is 2 aise hie 2 power 10 is 1024 😆 Sirf 2 se hie kyun measure hotey hai ? isliye kyunki base 2 ko hie binary kehte hai 😆
samjh aya ? i hope maine thik se samjha paya bohat mushkil hua hindi se likhne mai 🤣