Originally posted by: -.SapnokiRani-.
jee 🤣 omggg haha sry yar mein toh pata nai kya kar jati abhi tak haha 🤣 haan yar ab i can't imagine staying there for 1 month kyuki waha ka net kaun jane kaisa hoga and uske bina rehna is like jail for me for 1 month 🤣 lekin eysa kuch hai na ki ap apna khud wi fi bana sakte hai 😕 uske bare mein zyada kuch maloom nai lkein suna zarur tha😆
haha 🤣 pura boring hai net ke bina .. hai bana sakte hai but for tht u need a powerful internet connection 🤣