dil kyun hai tanha mera
Kyun khamoshi hai zubaan meri
ashkon se keh paoon na
kyun dard hai itna
tere ishq mein
rabba ve...rabba ve
Kyun Nazrain Teri Yun Anjaan Hain,
Ankhain hain meri bhi Nam ,
Kyun Pakar Bhi Tum Ko Khoya Hai,
Hum Kyun Na Ban Paye Hum,
Kyun Dard Hai Itnaaa,
Tere Ishq Main,
Rabba Ve Rabba Ve
Rabba Ve Rabba ve...
1k