Originally posted by: -Crystal-Clear-
sirf aaj , kal jay rehi hu , kisi ko kuch mat batana , maine iske baare mein kuch nehi kaha prinzy nikz miss B se
tum pagal ho yeh toh pata tha lekin itni pagal ho yeh nai pata tha bitwa 😳 mera abhi HHBB bhi nai kiya n tu jane ka baat karing 😭😭