aisa maat soch yaar....maybe jab tu aata hai tab sab offline ho jate hai😛.....ya phir notice nahi karte ki koi CC pe aaye hai😕.....tu aisa nahi keh sakta ki koi tujhe jaan buj k AVOID kar raha hai😳...to chill mar Mr.SERIOUS😆
awwww....my poor baby😳😳ro maat...it will be okay😃
oyye agar mein kahu ke sab baat kar rahe hote hain but mujh se nahi karte to???????
aur aisi baaton mein mein bahut jald srs ho jaata hoon....😊
yupp i knw jab mein new window install karu ga tab theek ho ga waise nahi hoga but mein itne days skype ki bina kaise rahu ga.....
776