Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 19 Aug 2025 EDT
DAHII HANDI 19.8
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 20 Aug 2025 EDT
Shradhanjali to Mr Anshuman Raizada
Disaster Monday: War 2 falls 75% to Rs. 6 cr, shows cancelled
Back to the pavilion when??
Did i heard right ???????
Faissal Khan's Shocking Revelations
KJO To Return In 2026 With Classic Hindi Cinema
IMMORAL CRINGE 20.8
Aishwarya Rai Bachchan in a new advertisement for #Loreal
I find it unprofessional
Rashmika Mandanna & Vijay Devarakonda India Day New York parade
Oh! I didn't know that! I checked 5-6 pages of this forum, and did not find any thread like this one... đOriginally posted by: polly_03
@ arushi :
thanx for this much needed initiative yarđ¤, although i think we had such a thread in the initial days on the show !!
Thanks Jayati!! Tum bhi kuch kam nahi ho!Originally posted by: justjayati
@arushi
u r such a sweet heart!!!!and who said u make faltu threads!!!???ur threads are awesome.. and f u ever noticed... i alz comment and even take part!!but sadly this time i wont b able to take part in this actively!! exams!! :)will join this thread after holi!!tab tak... gyaan baant.te raho!!!
here, kal ke epi se ek aur chota sa dialogue abt ' ASAMBHAV ' --
" Asambhav! kya hai asambhav? jab tak karya poora nahi hota, asambhav hi prateet hota hai ."
he also said another set of dialogues abt jankaariyan but i don remember it. Abhi ke liye bas itna hi...
krodh ke marg pe chal kar nahi hota h samasya ka nidaan... kintu shant chit har samasya ka hal dhunda ja sakta h... ek baat sadev smaran rakhna koi bhi samsya manviye shamtao se badi nahi hoti h...samasya matr itni h ki adhiktar log kathinaiyo ko kewal dekhte rah jate h .., kintu kuch log samasya k bech rah kar bhi apne lakshya ko prapt karne ki shamta rakhte h ... itihaas me unhi ka naam likha jata h jo wisham se wisham paristithiyo me reh kar bhi apne lakhya ko drashtigat rakhte h... !!!!!!!
Short and sweet lesson! Thanks Bhoomi! This was really nice. Maine to is lesson par epi dekhte waqt dhyan hi nahi diya!! Mera dimaak to shayad kissi aur character par tha.. đOriginally posted by: frozen.devil
here, kal ke epi se ek aur chota sa dialogue abt ' ASAMBHAV ' --
" Asambhav! kya hai asambhav? jab tak karya poora nahi hota, asambhav hi prateet hota hai ."
he also said another set of dialogues abt jankaariyan but i don remember it. Abhi ke liye bas itna hi...
Thanks Swetha!! Ye path to bahaut moolyavan hain!here is the full dialogues of the jaankari thing đ
yudhkaal mein sabse mulyavan yadi hoti hain soochnayein aur jaankariyan;shatrupaksh ke soochnayein aur jaankariyan hamein bahut kuch bata sakti hain.aur jab hum inhe praapt kar lete hain tho ee hamari vyuh rachna ko pal hi nahi deti aadar bhi deti hain aur unhe thar bhi deti hainsamrik mahatv ki asadhar suchnaon ke bhal par bade se bade yudho ke parinam badal jate hain.sorry for my poor hindi. what ever i understood i tried to note it đł
Originally posted by: arushi02
Thanks Swetha!! Ye path to bahaut moolyavan hain!