jaate jaate ek pj
chandu - acharya aapka aur acharya suku ka kya panga hai??
acharya - panga..yeh kaisi bhashaa bol rahe ho tum..kisne sikhaya tumhe ye sab??
chandu - acharya kal aap hi ne to bola tha ki tumhare aur ambhik k pange k koi hal nahi😆
bhargu kal aana zaroor..warna main tujhe kisi ke pics pm karoongi🤣