after getting out of the akward situation ...they realised that kaurwaki actually had forgotten the way to the ashram and they have been lostin a middle of a jungle or some sort of roadthey did not even knew about
Ashok- tum pagal ho kya ...ashram jane ka rasta hi bhul gyi
kau- toh meri kya galti hai ..agar woh mera peecha kaarega toh mein kya nhi bhagu
ash- bhagne se kisne mana kiya hai ..par dekh ke bhagna chahiye tha tumhe
kau- kya ???
ash- kuch nhi ...phas gaya nah mein
kau- kisne bola k tum phas gye..tum abhi bhi mujhe chorke ja sakte h..h..oo
ash- accha ..jo khud akele apni jaan bhi nhi bacha sakti mein usse chorke chala jau
kau tumhe kya pharak parta hai
ash- mujhe bohot phar...matlab mujhepharaknhi parta pa itni raat ko kisi larkiko chorke mein nhi ja sakta..mere oosulo ke khilaf hai ..
kau- mein tumhareoosulo ka kya karu ..muhe apna laksh bohot pyara hai
ash- toh mein bhi yaha kisi laksh se hi aya hun ..jo bhi ho yaha jhagra nahkar ke age bartehai shayad koi jagah mil jaye
kau - thik hai
they start walkng ..after fwalking forsome half and hour they finda small hut .
ash- mujhe toh idhar se ek jhopri dikh rhi hai chalo whi se maddad mangte hai .
kau- hmm
they knocked the door and an old lady came out of it
lady - haan beta ..itni raat ko kya chahiye
ash- woh dadi hum jungal mein kho gye hai toh ..agar aap hume ek raat ke liye apne ghar mein rukne de toh bohot meherbani hongi...hum subha hote hi chale jayenge
lady- kyun ni beta tum dono andar aa jao ..tum dono andar so jao ..mein yaha bahar so jati hun
*********next morning*********
ash- hum prasthan karte hai apki maddad ke liye dhanyavaad
lady- ..tum dono taxila ke nhi ho nah
ash- nhi
lady- beta ...tum dono yaha se chale jao ..yaha ka raja bohot croor hai ..usne mere bete tak ko maar diya
kau- par kyun
lady- qki usne kranti dikhani chahi ...and then she starts crying..
ash- aap mat royi ye ..mei vada karta hun ki ...keechak ko zaroor sambak seekhaunga..aur sab ki khushiyan lotaunga
kau- ek minit ..tm shayad bhul rhe hoo ki tum sadharan se machware ke bete ho ...
ash- haan toh ktya hua ..sadharan hone se kya hum badlav nhi la sakte ...
lady- beti ..yeh sadharan nhi hai ...
kau- haan dadi woh toh pata chal hi raha hai ..app apna dhyan rakhiyega hum ab chalte hai pranam
*****************************************************************************
ashtum thori der chup nhi reh sakti ..hamesha bolna zaruri hai kya
kau- tumse matlab
ashok- uuugghhh
*****to be continued*****