Originally posted by: TheRowdiest
BI toh English bhi toh basic wali hi boli jaati hai which everyone understands. If one doesn’t understand one line , same, some people also don’t understand Arshi’s few words . So Why BB makes such a big deal out of English ?
Downtroddenned cannot be simple english, dictionary mein bhi yeh word nahi mila. Online dictionary kahta hai ke add karo at your own risk.
WL mujhe 15 se zayda post nahi karne deta. Kisi ahmaq ne report kar dia tha.
Jo Hindi mein likha tha uska Urdu version:
Jo shabd ka arth buddhi mein nah aaye to yahan jo tumhare mitr hain, unse sampark karo, woh tumhe purntya shudh hindi mein puri sadbuddhi ke sath, udahran ke sath wyakhya kar denge.
Isse pure Urdu mein try karta hoon:
Jo Alfaaz ka maane ki aapko faham nahi hai, yahan jo aapke azeez hain, unse daryaft karen, woh aapko mukammal aor khalis hindi mein poori afham o tafheem aor misaal ke saath tashrih kar denge...
Arshi aise bolne lagi to 90% hindi viewers ko samajh mein na aaye. Ab agar TM ko Arshi ka samajh nahi aa raha then yeh unka issue hai...
Edited by BasKahDia - 4 years ago