Originally posted by: crazy-for-praja
Accha toh dadiranima,mamusa aur dajiraj,chakrapani kakasa,ab hum chalte hain.Humare sar mein dard hai aur ab hum thoda vishram karne ke baad aayenge.
Aur tab tak,jisne bhi Ramya jija ki meri maan buasa ki story par aur purani RuqLal story par comment nahi kiya hai please karo na.😛😳