Bepanah Pyaar Hai Tumseh
Part 1
Noor- Appi aap sach mein bhagneh waleh ho yaha seh
Zoya started laughing
Zoya- Nahiye Zoya ko apni baat manvaani aathi hai. Buzdil loge bhagathe hai aur aapki Appi Buzdil nahiye hai.
Noor- Appi apka plan hai kya
Zoya- aap aapne choteseh dimaak ko araam dijiye aur parayee kijiyeh
Zoya left happily
Now we see Zoya dad having tea. Zoya mom was on the phone as usual attending business conference calls.
Zoya- Hume aap dono seh baat karni hai
Waseem- Bolo bacha kya baat karni hai kahiye hamare jamai raja keh bare mein toh nahiye
Zoya started laughing
Waseem- ab toh puri story batani pareghi
Zoya- Abu aapko kaise patha
Waseem- humko sab patha hai
Zoya- Abu hum apko auseh seh milvanah chahathe hai
Waseem- haan zaroor milenghe kaunsa din auseke parents aiyenghe
Zoya- bahuth jald isse weekend
Nasreen- very good news hamaari viraani ke saat deal final hogayi hai
Waseem- aapko kaam keh ilawa kuch aur baat karnah nahiye athi
Nasreen- time is money hum aiseh batoh mein apna kimtee waqt zayah nahiye karathe
Zoya- Mom jise ladke ko mein aapse milvana chahathi thi auseki family anehwalhi hai weekend ko
Nasreen- kya tum paagal toh nahiye hogayi
Zoya- Mom hum (interuptted)
Nasreen- Enough humhe isse bareh mein koi baat nahiye karni tumhaari shaadi meri pasand seh hoghi. dimaak kharab hogayah hai dono baap beti ka.
Waseem- hamaari Zoya ki shaadi auseki marzi seh hoghi samji aap
Nasreen- tike hai kijiye jo karnah hai don't expect me to be there.
Zoya- Mom!!!!
Waseem - reheneh do auseh don't worry bacha your Mom will be there hum uneh manalenghe.
Zoya- I love you Abu aap isse duniya keh bestest Abu hai lady Hitler ko manaloghe
Waseem- woh toh hai akhir Zoya ka Abu hoon aur hum kabhi haar nahiye maanage.
Noor- Appi chaleh na humhe dher ho rahiye hai Airport janah hai
Waseem- patha nahiye yeh doh dine kaise guzarenghe
Zoya- Abu, aapko patha bhi nahiye chalegha aur hum ajayghe waapis
Waseem- mere liye toh doh dine badi mushkil seh guzarenghe
Noor- Koi baat nahiye Abu hum ja rehey hai abhi
Zoya- Nahiye Noor hum jakeh athe hai aise kehthe hai
Waseem- wahaan jakeh every 2 hours mujhe phone karnah hai tike hai aur haan apneh bags saat raknah.
Nasreen- Aap fikr maat kijye mere business asscoiates inne dono ko recieve karlenghe tike hai dono ache pesh anah koi problem nahiye honi chahiye.
Zoya/Noor- Jee Mom
Back in Hooda House
Servant- Maalik Yeh aap kya kar rehey hai Malkin dekjlenghee
Harsh- toh dekhleh mein toh baas paani dal raha hoon plants mein itneh sukhe hue lag rehey tum ineh paani dhaloh karoh
Servant- jee maalik
Just then Anjanah came
Anjanah- tum yaha kya kar rehey ho.. Yeh sab kaam naakoreh keh hai tumhare nahiye. Loge kya kahenghe
Harsh- unki zaroorth nahiye hai Anjana jee aap hainah sab kuch kehneh keh like aaj mein ghar par hoon aur mujhe yeh sab karnah acha lagtha hai.
Anjanah- patha hai isi baat ka ronah hai. Aaj Adi araha hai tumhe patha hainah
Harsh-haan patha hai aur meri baat hogayi auseh. Mein khude auseh leneh jaogha.
Anjanah- hum dono jayghe I am very happy
Harsh- mein bhi Anjanah jee bahuth khush tha Adi keh raha tha hum seh zaroori baat karni hai
Anjanah- haan patha nahiye kaunsi baat karni hai. Maine sab khaana banwadiyah hai sab mere Adi ki pasand ka. Seema sab arrangements ache she honi chahiye tike hai
Seema- Jee Malkin
Few hours later we see everyone at the Airport.
Harsh- flight toh land ho chuki hai hamaari Adi kaha hai
Anjaana- patha nahiye kya hua hai mujhe chintha ho rahiye
Just then we see Adi running towards his parents
Harsh- woh raha hai mere Adi
Adi hugged Harsh
Adi- Papa!!!!
Harsh- Mere Adi kaise hai tu
Adi- I am fine very happy to be back (He hugged Anjaana) I missed you guys so much
Anjaana- we missed you to beta, tum humko kuch bataneh waleh teh na
Harsh- Anjaana jee ghar jakeh baat karathe hai
Adi- actually Mom aap dono ko kisi seh milvana tha yeh hai (Interrupted)
Zoya- Zoya Siddqui