Part 2
Aditya was shocked to see Zoya
Aditya- Tum kaun ho
Zoya- kya matlab aapka mein kaun hoon, yeh bag hamara hai Z.S likha hua hai matlab hum Zoya Siddqui. dikthe toh aap acha khandaan seh ho bag chor kyun kiya
Adiya- lagtha hai tumhara dimaak kharab hogaya hai yeh mera bag hai
Zoya- nahiye hamara bag
Aditya- mere bag hai
Both were fighting over the bag
Harsh- Ek minute beta lagtha hai kuch galathphemi hogayi hai.
Zoya- nahiye chachaji yeh bag hamara hai dekhiye hai Z.S
Harsh- Adi beta tumhara bag yaha aur yeh bag Zoya beta ka
Zoya- Shukar hai milgaya bag
Aditya- bag ek jaise tha galthi seh maine lehliye
Zoya- aap toh tike seh maafi bhi nahiye maang sakthe
Aditya- abhi toh maine kaha galthi hogayi mujhe maaf kardo ab khush ab loh bag aur nikloh yaha seh agayseh mat anah mere raaste mein
Zoya- ja rahiye hoon patha nahiye tum jaise batameez insaan itneh ache chachaji keh ghar kaise paida hogaya hai
Aditya- tum (interupted)
Aditya was very angry before he can say anything someone came and Zoya left with Noor
Girl- Adi I am so sorry, Mama ka phone agayah tha. Hi Uncle Aunty
Aditya- Mama, Papa yeh hai Pooja Zareen Sharma. I am sorry woh bag confusion hogaya galthi seh ause pagal aldki ka bag lehliya tha
Anjanah/Harsh- nice to meet you beta Pooja
Pooja- same here Uncle and Aunty
Back to Zoya and Noor
Zoya- dekha tha noor ause ladke nehh tike se maafi bhi nahiye maangi so arrogant
Noor- choriye na Appi, aur chaliye hum taxi lethe hai
Zoya- Abu ko bhi phone karnah hai hotel chalkeh phone karathe hai
Noor- haan Appi
Back at Hooda House
Pooja- Beauitful house Aunty I love the decor
Anjana- Thank you beta
Harsh- Adi beta itnah bhi gusah acha nahiye hai bhool joa galthi hojathi hai
Aditya- haan Papa, aapko Pooja kaisi laghi
Harsh- beta agar tumhe pasand hai humhe koi problem nahiye
Aditya- mujhe patha tha Papa aapko meri pasand seh koi problem nahiye hoghi
Harsh- hum Pooja keh ghar chalehghe auseka haat maagneh tumahre liye
Pooja- Aunty, mein aur meri family sab ek saat rehthe hai as a joint family.
Anjana- very nice
Back at the Hotel
Zoya- Abu hum tike hai aur Mumbai mein hai Lady hitler ko kehdijiye gha hamara plan change hogayah aur hum unkeh business associates ko nahiye mileghe
Waseem- Beta tum dono apna kyaal rakna aur ache purah Mumbai dheknah aur haan hum tumhaari Mom ko dheklenghe
Zoya- mujhe patha tha Abu aap gusah nahiye kareghe
Waseem- tum dono meri jaan ho, apna kyaal raknah hai khuda hafiz
Zoya/Noor- Khuda Hafiz Abu
Noor- Appi, hamare honeh walhe jiju kaha hai
Zoya- kal mileghe hai you will like him hes very nice. bahith tameezdaar aur acha hai hamara Yash.
Precap- Noor Meets Yash/ Aditya and Zoya meet again.